Hamne unhe dil me panah diya.
Aur unhone thukra kar hamara dil jala diya.
Hame do lafz likhna bhi nahi aata tha.
Aur unki judai ne hame kalam ka badshah bana diya.
Hamse hoti hain galtiyan to mai samajhta hoon ki mere andar ka shaitan abhi baki hai.
Mujhme hain kuch achchaiyan bhi isliye sochta hoon ki mere andar ka insan abhi baki hai
Aaj tak to thai do-char sayriyan aap logon ki rahon me.
Lekin shah husain ke shayri ki paihchan abhi baki hai.
Mere Dil Ka Dard Kisne Dekha Hai.
Mujhe Bas Khuda Ne Tadapte Dekha Hai.
Ham Tanhaiyon Me Baith Rote Hain Aksar.
Logon Ne Hame Sirf Maihfil Me Haste Huwe Dekha Hai.
Wo rat dard aur sitam ki raat hogi.
Jis rat rukhsat unki barat hogi.
Uth jata hu mai ye sochkar neend se aksar.
Ki kisi gair ki bahon me hamari sari kaynat hogi.
Mohabbat ka mera safar akhiri hai.
Ye kagaj kalam ye gajal akhiri hai.
Mai na miloonga kahi dhoond lena.
Tere dard ka ye asar akhiri hai.
Jyada chahne wala hi aksar jauda hota hai.
Jiske seene me na ho dard wo sirf khuda hota hai.
Mat kar kisi se mohabbat .
Tu mohabbat me ek din dafan hoga.
Marna hai to desh ke liye mar.
Tab tiranga tera kafan hoga.
Jo Karta Hai Sabhi Se Nafrat .
Wo Tanhaiyon Ka Khuda Hoga.
Ham Jab Bhi Rakhenge Maifil Me Kadam.
Hamara Andaj Sabse Juda Hoga.
Hame unki najron ne mara .
Warna hame ghayal karne ki kisi ki aukat nahi thi.
Mat kar kisi se mohabbat ae-shah
Had se jyada mohabbat bhi dard deta hai.