Teen sairo k alag alag andaz
Aur ye teen bahut khubsurat line
1.Sharab pine de maszid me baithkar ye khuda
Ya WO jagah bata jaha tu nahi
Gaalib
2.Maszid khuda ka ghar hai pine ki jagah nahi
Tu kaafir k ghar jaa vaha khuda nahi
Ikbaal
3.Kaafir k dil se aaya hoon dekhkar khuda vaha v maujud hai use pata nahi
Faraz
Ham unse is tarah wafa karte the
wo mujhe katal karne ka irada rakhte the
aur ham unhe tohfe me khanjar diya karte the
Tumhe malum tha ki jab aayegi aandhiya
to phir bhala baag lagane ki jarurt kya thi
jab tujhe gair ke bahon me simtna tha to
mujhse dil lagne ki jarurat hi kya thi.
Unke liye to ham apni jaan v de sakte hai
par uska dil kaise dukhaye jo har roj darwaje par khara hokar kahti hai
beta jaldi ghar aana
Mana ki ham utne amir nahi hai hai
par ek baar jo hame apna bana le unke sare gam kharid sakte hai
Unko dekhne se chehre par aa jati hai raunak
wo sochte hai bewafa ka haal achha hai
Mohabbat Mil Jaye To Itni Rangeen Kiyo Hoti Hai
Mohabbat Na Mile To Rangheen Kiyon Hoti Hai
Kise Ke Pyar Ki Wafa Ki Ummid Use Ruswai Ya Bewafai Kiyo Milti Hai
Yu to kanto par chalna asan nahi
is zindgi me sachhi mohabbat nasib nahi
mohabbat me milta kuch nahi
mitta bahut kuch hai