Kash in hasti hui ankho ko bhi unka nazara hota
to har samandar ki lahar ko sahil ka kinara hota
unke har lamhe me hamara sahara hota
kash unhono kabhi hume dil se pukara hota
na girate ye aansu palako se unki yad me
kash in aansuo ko bhi kisi ka sahara hota
Tujhe muskil bahoot h janta h janta hu ......
Par meri koshiso me tere liye chahate bahoot .....
Kabhi na kabhi tujhe apna bana hi lunga ......
Kyuki meri har dua me tujhe apne banane ki minnate bahoot h....
Its true.........
Zindagi ne zindagi bhar gum diye .....
Khushiyo ke din to bahoot kam diye ....
Aur gam i sari rate hamare kismat ke nam kar diye.......
Muskile bahoot h to raste bhi bahoot h.......
Raste bahoot h to manjile bahoot h.....
Na koi rok saka h hame aage bhadhane se.
aur na koi rok payega......
Kyuki us khuda se mangi hui duwao me takte bahoot h.......
Meri zindagi ka har khushnaseeb pal tere nam ho.......
Na aaye teri zindagi me koi gam ye dua tere nam ho...
Lakh koshisho paya h tumhe......
Khuda kare ki tujhe chand taro ka bhi salam ho....
Ab na dekhunga teri taraf kabhi piche mudkar.....
Ja ji le apni jindagi has kar.....
Tujhe apni galtiyo ka ehsas na tab tha na ab h aur na hoga umra bhar.....
Dhokha kha ke vapis aayegi tu isi waqt isi jagah aur isi saks ke dar par.....
Mukilo se sambhala tha is dil ko teri bewafai se.....
Tu fir aai meri meri jindagi me wafa ki duhai de ke......
Tune is bar bahoot bada khilvad kiya is dil se.......
Dhekhna kabhi tu bhi ek khilvad ban ke rah jayegi.....
Ab na hoga kisi se pyar ......
Ab na hoga kisi ka intejar......
Dur ja raha tujhse ....
Sayad ab na dundh paye tu mujhe ....
Kyuki rishte dil se hote hh......
Ye dil h koi khilvad nahi
Jab milati h teri meri aankhen to waqt ruk sa jata......
Tere siva aur kuch najar nahi aata.....
Sochata hu agar tu mera dil hoti....
To marane ke bad bhi ye dhakata jata....
Ek pal tu apna mere nam kar......
Aur Mai sari jindagi tere nam karu.......
Basa lunga thujhe apni sanso me ......
Usi pal ko ruk jaye meri sanse....
Khuda aisa koi mukam kare........