Kroge yaad gujra jamane ko,
tarsonge sath ek pal bitane ko,
fir aawaz donge hame bulane ko,
darwaja nahi hai kabr se bahr aane ko.
Majburi mein jab koi juda hota hai,
jaruri nahi ke wo bewafa hota hai,
dekar wo aap ki ankho mein aasu,
akele mein wo aapse bhi jyada rota hai
Har insan dil ka bura nahi hota,
har insan bewafa nahi hota,
bujh jata hai diya aksar tel ki kami se,
har bar kasur hwa ka nahi hota.
Lamha lamha wakt gujar jaega,
chnd lamho mein damn chout jaega,
abhi wakt hai chnd bate kar lo hamse,
fir kya pata kal aapki zindgi mein koi aur samil ho jaega.
Kya batau mera Hal hai kaisa,
ek din gujrta hai ek saal jaisa,
tadpta hu iss kadr bewafai main unki,
ye tan banta ja rha hai knkal jaisa.
Aati thi,
jaati thi,
hashti thi,
hasati thi,
bhagati thi,
bhagahti thi,
bolti thi,
bulwati thi,
par aaj pata chala ki wo mujhe rakhi bandhna chahti thi
Khuda kare tujhe khushiyan hazaar mile,
mujhese bhi achaa yaar mile,
meri girl friend tujhe bandhe rakhi ,
aur ek aur bahna ka pyar mille
happy rakachbandhn
Pina chahu to zhar nahi hai.
Dubna chahu to lahr nahi hai.
Marna chahu jab uski yad main to.
Maut bhi haskar boli abhi teri umar nahi hai.
Din bhar kam karne ke baad
baap bola kitna kamya.
bhai bola kaha gaya.
biwi bole kya laya.
Bahn boli kaha se aaya
par sirf @[email protected] ne boli (beta)
kuch khaya
Kyn?
Kahta hai ki
buhde issq
nahi karte
buhde issq
karte hai par
unpar koi sak
nahi karte