Fir hui halchal fir aapki yaad aai,
fir nikala chand fir shuhani raat aai,
is raat ki gahrahi me kho jao,
thora hame yaad karo aur so jao.
Jha yaad na teri aaye wo tanhai kis kam ki,
bigde riste na bane to khudai kis kam ki,
besak apni manzil tak jana h hame,
lekin jha se apne na dikhe wo unchai kis kam ki,
Waqt noor ko benoor kar deta h,
thore se jaqm ko nasoor kar deta h,
kon chahata h apno se door hona,
par waqt sabko majboor kar deta h