Kiya batau mera haal hai kaisa,
Ek din guzarta hai ek saal jaisa,
,
Tadapta hun Isqadar tumse bichhad kar paglon jaisa,
,
Mera tan banta ja raha hai kankaal jaisa.....!
Dost Chahe kitna bhi bura ho jaye,
Sath kabhi nahi chhodna chahiye,
,,,
Kiyon ki pani chahe kitna bhi ganda ho jaye,
Aag bujane kam aajati hai....!
Na jagte huye khawab dekha karo,
,
Na chaho jise tum pa na sako,
,
Pyar kaha kisi ka pura hota hai,
,
Pyar ka pehla akshar to adhura hota ha...,!