Mere pyar ka hisaab lagaoge,
to mere pyar ko behisaab paoge,
paani ke bulbule sa hai mera pyar,
zara sa thes lagi to dhundte reh jaoge.
Mohabbat ko mohabbat ka ishara yaad rehta hai.
Har pyar ko apna pyar yaad rehta hai.
Jo pal guzry ho yaar ki bahon me.
Wo nazara marte dum tak yaad rehta hai..
Kash Baate Aap Ki Itni Pyari Na Hoti,
Kash Aapse Mulakat Hamari Na Hoti,
Khwabon Me Hi Dekh Lete Aapko,
To Aaj MilneKi Yun Bekarari Na Hoti
koun kehta ki
taj mehle banane ke liye
doulatt nahi milti
sach toh
ye hai ki usme rehne wali
Mumtaj jai si bagum nahi milti
rooth gaya hai mujhko manane wala
ab koii nahi hai nakhre uthane wala
par jaane kyu sochta hai ye khula darwaza
shayad rasta bhool gaya hai aane wala
Arz hai.
Teer kya chalati ho dhaar toh talvar me hai
wah wah
Yun Duppatte se kya chupati ho
Asli, maal toh salwar mein hai....
Zaroori toh nahi ke jeene ke liye koi sahara ho
zaroori toh nahi ke hum jis ke hai woh bhi hamara ho
kuch kashtiyaa dhoob jaaya karti hai
zaroori toh nahi ke har kashti ke liye kinara ho
Ban sahara be-saharo ke liye
ban kinara be-kinaro ke liye
jo jeeye apne liye toh kya jeeye
jee sakke toh jee hazaro ke liye
Chand ka kya kasoor agar raat bewafa nikli
kuch pal thehri phir chal nikli.
Unse kya kahein woh to sache the
shayad hamari taqdeer hi humse khafa nikli.
Kisi ko Palkon par na Bitthao,
Wahan toh Sirf Sapne baste hain;
Bitthana hai agar Kisi ko,
Toh Dil mein Bitthao,
kyuki Yahaan sirf apne baste hain…