Samundar bhar corse hai,
nadi bhar padh pate hai,
balti bhar yad rahta hai,
mug bhar likh pate hai,
chllu bhar number aate hai,
usme doob k mar jate hai..
Sardar goes 2 hotel
.
Orders biryani
.
Eats biryani & drinks water
.
Washes his hands
.
Pays bill & goes back home.
.
. .No jokes, exam time, B serious.....
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
Lifetime Fact
.
.
1 Stone is Enough To Break a Glass...
.
1 Word is Enough To Break a Heart...
.
1 Second is Enough To Fall in Love.....
.
.
But
.
.
.
Why one Chapter is Not Enough to Pass Exams.
EXm ANTHEM:
Hm honge sbme pas
Hm honge sbme pas
Hm honge sbme pas
1 din,
Ho ho ho
Sote h bindas,
Likhte h bakwas,
Fir b h vishwas,
Mrks milenge jhakas.. 1 Din!
Koi Book Aisi Milti Jis Pe Dil Luta Dete
Har Subject Ne Dimag Khaya Kisi 1 Ko Nipta Dete
Ab Syllabs Dekh Kar Ye Sochte Hen K
1 Mahina Or Hota To Dunia Hila Detey.
Exam me fail hone ki wajah kya hai?
Sidha jawab hai-
1 saal ke 365 din hotey hai.
Roj 8 ghante sone k. Yaani pure saal k 122 din.
365-122=243.
Diwali aur summar vacation 61 din.
243-61=182 din.
Usme 52 sunday.
182-52=130 din.
Festival ke 40 din. College festival 15 din.130-55=75 din.
Khane, pine, nahane k 3 ghante k hisab se 46 din.
75-46=29 din.
Roj ke 1 ghante dosto k.Uske 15 din.
29-15=14 din bache.
Ab ladke 10 din toh bimar rahte hai.
14-10=4 din bache.
Exam k din v T.V. dekhne k 3 din.
4-3=1 din bacha.
Yaar, saal me 1 hi din b'day aata hai. Aab b'day k din kaun padhega.
movies on school
1. School-Yaadein
2. Principal -Jaani Dushman
3. Classes -Kabhi kabhi
4. Canteen-Kabhi alvida na kehna
5. Course-Godzilla
6. Exams - Kalyu
7. Examination hall-Chamber of secret
8. Exam-time - Qayamat se qayamt tak
9. Question paper - Paheli
10. Answer paper - Kora kagaz
11. Cheating - chupke chupke
12. Paper out - Plan
13. Examiner - The killer
14. Last exam - Independence day
15. Paper correction - Andha kanoon
Sabhi student ko Infom kiya jata
hai ki wo apne results aane se
pehle
.
.
... .
.
.
.
Ghar ki sab
.
Chapallen
belts
pipes
wires
bat
jhaDu
wipar
etc.
Chupa de..
.
Nahi to Result kharab aaya to
khamakha padosiyo ko free
Action Drama dekhne ko miljayega.
Latest Philosophy:
If you do regular study,
It means you dont have confidence in your self ,
Study at last moment and show your confidence