Radhe Ka Prem, Murli Ki
Mithas Makhan Ka Swad,
Gopiyon Ka Raas Inhi Se
Milke Ban Ta He Janmashtami
Ka Din Khas
Happy Janmashtami.
Krishna Jisaka Nam Hai,
Gokul Jisaka Dham Hai.
Aise Bhagvan Ko Ham
Sab Ka Pranam Hai..
Happy Janmashtami..
Shri Krishna Govind Hare
Murare, He Nath Narayan,
Vasudeva, Tribhvan Ke
Swami, Sakha Humare,
He Nath Narayan Vasudeva,
Aapko Janamashtmi
Ki Hardik Shubhkamnaye
Knahhaiya Hamare Dulare,
Wahi Sabse Pyare, Makhan
Ke Liye Jhagad Jaye, Gopiya
Dekhkar Akrshit Ho Jaye,
Lekin Sabke Rakhwale,
Tabhi To Sabhi Ke Dulare
Happy Janmashtmi.
Dekho Phir Janmashtmi Aayi
Hai, Makhan Ki Handi Ne Phir
Mithas Bhadhai Hai, Kanha
Ki Leela Hai Sabse Pyari,
Wo De Tumhe Duniya Bhar K
Khusiya Sari. Happy Janmasthmi.
Nand Ke Ghar Anand Hi
Anand Bhayo, Jo Nand Ke
Ghar Gopal Aayo, Jai Ho
Murli Dhar Gopal Ki,
Jai Ho Kanhaiya Lal Ki
Happy Janmashtami.
Makhan Churakr Jisne Khaya,
Bansi Bajakr Jisne Nachaya,
Khushi Manao Uske Janm Ki,
Jisne Duniya Ko Prem
Shikhaya. Happy Janmashtmi!
Mathura Ki Khushbu,gokul Ka Haar,
Virndavan Ki Sugandg,
brij Ka Fuhar, Radha Ki Ummid
Or Kanhaiya Ka Pyar, Mubark Ho
Apko Ye Janmastami Ka Tyohar.
'S'wt
'I'nnocent
'S'imple
'T'ouching
and
'E'motional
'R'elationship.
This Defines the 'BANDHAN' wid Our Sister.
H@ppy R@ksha B@ndhan D@y..!! <3 :-)
Khushi chehre se hat nahi payegi,
Ronak chehre ki kuch aisi chhayegi..
Gulaal hoga har kisi ke haatho mein,
Or sabki baari bheegne ki bhi ayegi..!
Har taraf masti ki leher aayegi,
Paani ki to bauchhar ki jayegi..
Chhoda na jayega kisi ko bhi,
Rango se aise holi kheli jayegi..!
Mithaiyan or gujiya bhi aengi,
Khushi ke mauke par char-chaand lagaengi..
Chehre par hansi kisi ke nahi thamegi,
Jashn me doobi duniya ab nahi rukegi..!
Happy Holi to everyone