Bahen Chahe Sirf Pyar Dular,
Nahi Mangti Bade Uphaar,
Rishta Bane Rahe Sadiyon Tak,
Mile Bhai Ko Khushiyan Hazaar.
Happy Raksha Bandhan..
Sister cares and shares her feelings.
She hears the unspoken words.
She understands the invisible pain.
I love my sister for there for me.
Happy Raksha Bandhan!
Aaj ka din bahut hi khaas hain,
Behna ke liye kuch mere pas hai,
Tere sukoon ki khaatir o behna..
Tera bhaiya humesha tere sath hai
Happy Raksha Bandhan Sis
Sister,you are like a fragrant rose.
Sister, you are the greatest gift of life.
Sister,you lift my spirit to newer heights.
Sister, you make me feel special always.
Happy Rakshabandhan to my lovely sister
Behna ne bhaai ki kalaai se..
Pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se..
Sansaar baandha hai,
Resham ki dori se..
Sansaar baandha hai
Happy Raksha Bandhan…
Khush kismat hoti hai wo behan
Jiske sir par bhai ka haath hota hai
Har pareshaani mein uske saath hota hai
Ladna jhagadna fir pyaar se manana
Tabhi to is rishte mein itna pyaar hota hai
Happy Raksha Bandhan.
‘S’weet
‘I’nnocent
‘S’imple
‘T’ouching
and
‘E’motional
‘R’elationship.
This Defines the ‘BANDHAN’ with Our Sister.
Happy Raksha Bandhan
Kya Bataoon Yaar Meri Kismat Ki Kahani
Kuch Is tarah Likhi Gai
Jin Hatho Se Gulab Dena Chaha Tha
Unhi hatho me vo Rakhi Bandhkar Chali Gai.
Rishta hai janmo ka hamara,
Bharose ka aur pyaar bhara,
Chalo, ise bandhe bhaiya,
Rakhi ke atut bandhan mein.
“Happy Raksha Bandhan” to My Dearest Brother.
`
Rishta Hum Bhai Bahan Ka,
Kabhi Mitha Kabhi Khatta,
Kabhi Ruthna Kabhi Manana
Kabhi Dosti Kabhi Jhgda
Kabhi Rona Aur Kabhi Hasna
Yeh Rishta Hai Pyaar Ka
Sabse Alag Sabse Anokha.
Wish You Very Happy Rakhi