Happy Janmashtami
may lord krishna showers all his blessing on U.
May U get a lot of Happines in life.
Jay shri krishna..
Hare krishna,
Hare krishna,
krishna krishna hare hare,
hare rama hare rama rama rama hare hare,
aapko aur aapke pure pariwar ko,
Janmashtami ki subh kamnaye.
Krishn ki shakti aur
Kanaiya ki bhakti se aapko khusi ki bahar mile,
KRASHN ki kripa se her kadam per safalta mile..
HAPPY JANMASHTAMI
If things are happening according to ur wish,
Ur lucky but if not ITS Happening according to krishna wish..
Hare krishna..
Happy janmashtami.
Nand gher anand bhayo,
jay kanaya lal ki,
hathi ghoda palki,
jay kanaya lal ki..
aap ko aur apke family ko hanmashtami ki subhkamna.
Makhan churakar jisne khaya,
bansi bajakr jisne nachaya,
khusi manao uske janamdin ki,
jisne duniya ko PREM ka path padhaya.
wish u very good shri krishn hanamastami
Dahi ki handi
Baris ka fuhar
Makhan churane aaye nandlal
Mubarak ho aapko janmastami ka tyohar.
Happy krishan janmastmi.
krishan ki mahima, krishan ka pyar,
krishan me shradha, krishan se sansar,
mubarak ho apko janmasthami ka tyohar,
SHRI KRISHAN ki kripa aap par sada bani rahe..
****Happy Janmashtmi***
Shri Krishna k kadam apke ghar aaye
Aap khushiyon k deep jalayye
Pareshani apse ankhe churaye
Krishna Janmotsav ki aapko subh kamnaye
–Happy Janmashtmi–
Krishna jisaka nam hai,
Gokul jisaka dham hai
aise bhagvan ko ham sab ka pranam hai..
!!HAPPY JANMASHTAMI!!