Pyar ka tarana uphar ho,
Khushiyo ka nazrana beshumar ho,
Na rahe koi gham ka ehsas,
Aisa Navratri utsav is saal ho, , . .
Happy Navratri.
Bajre Ki Roti, Aam Ka Achar,
Suraj Ki Kirne, Khushiyo Ki Bahar,
Chanda Ki Chandni, Apno Ka Pyar,
Mubarak Ho Aapko 'Navratri' Ka Tyohar.
Memories Of Moments Celebrated Together
Moments That Have Been Attached In My Heart Forever
Make Me Miss You Even More This Navratri.
Hope This Navratri Brings In Good Fortune
And Long Lasting Happiness For You!
Happy Navratri
Laxmi ka hath ho,
Saraswati ka sath ho,
Ganesha ka niwas ho!
Iss navratron me ma Durga ka aap pe aashirwad bna rahe.
Jitne Bhi Hai Jaha Pe,
Unhi Ke Lal Hai Sare,
Unke Hi Isaro Pe Chalte,
Ye Chand Aur Tare.
Pal Bhar Ke Liye Hi Sahi Maa Ko Yaad Kijiye,
Hogi Puri Tamna Jara Phariyad Kijiye.
Happy Navratri
In Aaakhon Se Sada Maa Ko Dekhu,
In Kano Se Maa Ko Sunu,
Ye Haath Maa Ke Charno Ki Dhul Ko Sada Chue,
Ye Paaon Sada Maa Ke Darbar Ko Hi Jaye,
Sada Maa Ka Beta Bana Rahu.
Maa Har Saal Navratra Pe Milne Aaye.
Happy Navratri
Pag Pag Me Phool Khile,
Khushi Ap Sabko Itni Mile,
Kabhi Na Ho Dukho Ka Samna,
Yahi He Apko Navratri Ki Subhkamna..!!
Aaya hai Maa Durga ka tyohar.
Maa aap aur aapke parivar par sada apni kripa banaye rakhe . Yahi hai dua hamari.
Aapko Navaratri ke pawan avsar par bahut-2 badhai ho.
Deepak Me Jyoti Me Prakash,
Pulkit Hai Dharti,
Jagmagaye Akash,
Maa Ka Aashirbaad Sab Per Rahe,
Viraje Khushiyan Apar.
Wish You Happy Navratra.
Kya Hai Paapi Kya Hai Ghamandi,
Maa K Dar Par Sabhi Shees Jhukate,
Milta Hai Chain Tere Dar Pe Maiya,
Jholi Bharke Sabhi Hai Jaate.
Happy Navratri