Diwali aaye, rangi rangoli,
deep jalaye, Dhoom Dhadaka,
chhoda phataka, jali Phuljadiyan,
Sabko Bhaye¢â‚¬Â¦
Happy Diwali
Deep jalte jagmagate rahe,
Hum aapko aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai,
Dua hai hamari,
Aap chand ki tarah zagmagate rahe.
Happy Diwali
Diwali Parva hai Khushio ka,
Ujalo ka, Laxmi ka….
Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho…
Happy 2015 Diwali
Aai Aai Diwali Aai, Saath Me Kitni Khushiya Laayi,
Dhoom Machao,
Mauj Manao,
Aap Sabhi Kodiwali Ki Badhai.
Happy Diwali
Safalta Kadam Chumti Rahe,
Khushi Aaspas Ghumti Rahe,
Yash Itna Faile Ki Kasturi Sharma Jaye,
Laxmi Ki Kripa Itni Ho Ki Balaji Bhi Dekhte Rah Jaye,
Gul Ne Gulshan Se Gulfam Bheja Hai,
Sitaro Ne Gagan Se Salam Bheja Hai,
Mubarak Ho Apko Ye “Diwali 2015”
Humne Tahe Dil Se Yeh Paigam Bheja Hai.
Aaj Se Aap Ke Yaha Dhan Ki Barsat Ho,
Maa Laxmi Ka Vas Ho, Sankatto Ka Nash Ho
Har Dil Par Aapka Raj Ho, Unnati Ka Sar Par Taj Ho
Ghar Me Shanti Ka Vas Ho
* Happy Diwali *
Apun wishing u a wonderful,
super-duper,
zabardast,
xtra-badhiya,
xtra special
ekdum mast n dhinchak,
bole to ekdum Jhakaas
“HAPPY DiWALi”
Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen,
Dukhon ka naas karen.
Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare.
Roshni ke diye aapki zindagi me khusiya layen.
Happy deepawali
Khushian ho overflow,
masti kabhi na ho low,
dosti ka surur chaya rahe,
dhan aur shorat ki ho bauchar,
aisa aaye aapke liye
DIWALI KA TYOHAR