Chand ki chandani,
Basant ki bahar.
Phoolo ki khushbu,
Apno ka pyar.
Mubarak ho aapko NAVRATRI ka Tyohar.
Sada khush rahe aap aur apka Parivar
Jagat paalan haar hai maa,
mukti ka dham hai maa.
hamari bakti ke adhar hai
maa,
ham sab ki raksha ki avatar
hai maa.
'happy navaraatr
kya hai paapi kya hai ghamandi
maa k dar par sabhi shees jhukate
milta hai chain tere dar pe maiya
jholi bharke sabhi hai jaate
HAPPY NAVRATRI
लाल रंग की चुनरी से
सजा माँ का दरबार;
हर्षित हुआ संसार!
नन्हें नन्हें क़दमों से, माँ आये आपके
द्वार;
मुबारक
हो आपको नवरात्री का त्योहार!
शुभ नवरात्री!
Saara Jahan Hain Jiski Sharan Me.
Naman Hain Us MAA Ke
Charan Me,
Hum hai us MAA Ke Charno Ki Dhul
Aao Mil Kar Chadaaye
Shrradha Ke **Phul**.
JAI MATA DI..
Happy Navratri..
Lakshmi Ka Hath Ho,
Saraswati Ka Sath Ho,
Ganesh Ka Niwas Ho,
Aur Maa Durga Ke
Ashirwad Se
Aapke Jeevan
Mai Prakash Hi Prakash Ho..
Happy Navratri
Ambe hai tu jagdambe kali,
Jay durge khappar wali!
Teri hi gun gawe bharati,
Woh maiya hum sab utare teri aarati!
Charan saran mein khande tumhari,
Le puja ki thali!
Barad hast sar par rakh do,
Maa sankat harne wali
Khushiaa Ho Overflow,
Masti Kabhi Na Ho Low,
Anokha Surur Chaya Rahe,
Dil Me Bhari Maya Rahe,
Shohrat Ki Ho Bauchhar,
Aisa Aaye Aapke Liye Dandia Ka teyohar,
Happy Durga Puja..
Happy Navratri.
Jis din ke liye apko salo se entijar tha
Wo din Aaj hai jo sabhi ke upar se
"NAFRAT"ki parde uth jate hai or
"PYAAR"ki baris hoti hai
"HAPPY DURGA PUJA"&
"INJOY THIS PUJA"
ABCD aati hai kya..?
Agar aati bhi hogi to
Isi nahi aati hogi..
Kyon ki esi aaj tak
Aapko kisi ne nahi sikhai hogi...
A=Ambe
B=Bhawani
C=Chamunda
D=Durga
E=Ekrupi
F=Farsadharni
G=Gayatri
H=Hinglaaj
I=Indrani
J=Jagdamba
K=Kali
L=Laxmi
M=Mahamaya
N=Narayani
O=Omkarini
P=Padma
Q=Qatyayani
R=Ratnapriya
S=Shitla
T=Tripura Sundari
U=Uma
V=Vaishnavi
W=Warahi
Y=Yati
Z=Zyana
ABCD padhte jao..
JAY MATA DI kahte jao....!
Happy Navratri.