Vaise to kai Dost hai hamare,
jaise asmaan me kai tare
par aap Dosti K aasman K woh chand hai
jiske samne fikey padte hai sare sitare
Raate gumnaam hoti hai
din kisi K nam hoti hai
hum jindagi kuch iss tarah jite hai
ki har lamha sirf Doston K hi naam hoti hai.
Rishto ki kitab ka cover hai Dosti,
Dosti se bani hai hamari Hasti,
Khoon K rishto ki baat aap karte hai,
Hamare liye to Zindagi hai Aap Ki Dosti
Dosti ki tadap ko dikhaya nahi jaata,
Dil me lagi aag ko bujhaya nahi jaata,
Kitni bhi duri ho Dosti me,
Aap jaise Dost ko bhulaya nahi jaata.
Jasda-e-Dost nakam nahi hone denge!
Aap ki duniya me shaam nahi hone denge!
Dosti ka har imtihan apne sar pe lenge!
Par e Dost,Aapko kabhi pareshan na hone denge
Hasna hamara kisi ko gawara nahi hota
Har musafir jindagi ka sahara nahi hota
Milte hai bahot log is tanha jindagi mein
Par koi DOST tumsa pyara nahi hota!
Har raat ko chand ka shingar nahi milta,
Har baag ko phool ka dular nahi milta,
Maine bhi duniya dekhi hai Dost,
Har insaan ko tere jaisa yaar nahi milta.
Mushkilo se ghabra K ab jeena nahi chahte,
Dur tumse hoke ab rahna nahi chahte,
Yun to Dost bahot bane is zindagi mein,
Par tuz jaise Dost ko khona nahi chahte...
Mahek mohabbat ki kam nahi hoti,
Mohabbat se bhi zindagi kam nahi hoti,
Saath zindagi main Dosti ka ho agar,
To Zindagi 'Jannat' se kam nahi hoti.
Life Starts With Parents
Ends With Partner..
Love Starts With Attraction
Ends With Tears..
But
Frndship Starts With
Understanding..
Ends With Death..!
Tu Dur Hai Mujhse Or Pass Bhi Hai,
Teri Kami Ka Ehsas Aaj Bhi Hai,
Dost Lakhon Hai Jahan Mein Mere,
Par Tu Pyara Bhi Hai Aur Khas Bhi Hai...