Royengi Ye Ankhen Muskurane Ke Baad,
Aayegi Raat Din Dhal Jane Ke Baad,
Kabhi Ruthna Na Mujshe Mere Dost,
Shayad Ye Zindagi Na Rahe Tere Rooth Jane Ke Baad.
Koi Ho Baat Na Dil Se Lagana,
Agar Apna Samjho To Hi Batana,
Bhool Ho Humse To Samjhana,
Samjho To Haq Jatana,
Ki Hai Dosti To Dil Se Nibhana.
Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum.
Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante Hain Hum.
Aap Jaise Dosto Ke Hi Sahare.
Aaj Bhi Has Kar Jeena Jante Hai Hum.
Apni Takleef Main Mujhe Ummeed Samajhna
Koi Gum Aaye To Nazdeek Samajhna
De Sakun Muskurahat Ansu Ke Badle To
Hazaaron Ke Beech Mujhe Thoda Kareeb Samajna.
Socha Tha Na Karenge Kisi Se Dosti
Na Karenge Kisi Se Vaada
Par Kya Karen Dost Mila Itna Pyara
Ki Karna Pada Dosti Ka Vaada
Doston Se Her Lamhen Me Diwali Hai
Dosti Ki Ye Dunia Diwani Hai
Doston Ke Bina Jindagi Bekaar Hai
Doston Se Hi To Jindgi Me Bahar Hai
Jab se tumko jana hai,
Jab se tumsa dost paya hai,
Har dua me tumhara naam
aaya hai,
Dil karata hai punchu us rab
se ke,
Kya itna pyara dost sirf mere
liye
banaya hai...♥♥
Hr Kadam Pe Imtihan Leti H Zindagi
Hr Waqt Naya Sadma Deti H Zindagi
Hum Zindagi Se Kya Shikayat Kre
Kyu K
Aap Jaise Dost B To Deti H Zindagi...
Ache dost "ankh" or "hath" ki trha hote hai,
jab "hath" ko taklif hoti hai to
"ankh"roti hai.
or jab "ankh" roti hai.
To
"hath" ansoo
pounchta hai.
Aap Khud Nahi Jante Aap Kitne Pyare Ho
Jaan Ho Hamari Par Jaan Se Pyare Ho,
Duriyo K Hone Se Koi Fark Nahi Padta,
Aap Kal Bhi Hamare The Or Aaj Bhi Hamare Ho…