Hamari Galtiyon Se Kahin Toot Na Jana
Hamari Shararton Se Kahin Rooth Na Jana
Tumhari Dosti Hi Hamari Zindagi Hai
Is Pyare Se Bandhan Ko Bhool Na Jana
Dosti Har Chehre Ki Muskaan Hoti Hai
Dosti Sukh – Dukh Ki Pehchaan Hoti Hai
Koi Rooth Jaye To Dil Pe Mat Lena
Kyunki Dosti Zara Si Naadaan Bhi Hoti Hai
Duniya Me Bahut Gam Milenge
Such Mano Achhe Dost Kum Milenge
Jis Mod Sub Saath Chhod Denge
Us Mod Per Intjaar Karte Hum Milenge.
Aaj Dosti Per Ek Kitaab Likhenge
Doston K Saath Gujari Her Baat Likhenge
Jub Batana Ho Dost Kaisa Hote Hain
Tumhe Soch Kar Har Baat Likhenge.
Andhere Ne Kabhi Roshni Nahi Dekhi
Maut Ne Kabhi Zindagi Nahi Dekhi
Jo Kehte Hai Mit Jati Hain Dooriyon Se Dosti
Unhone Shayad Hamari Dosti Nahi Dekhi.
Doston Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum
Duniya Ke Gamo Ko Bhi Jante Hain Hum
Aap Jaise Doston Ka Sahara Hai
Tabhi To Aaj Bhi Haskar Jeena Jante Hain Hum.
Dard Tha Dil Me Per Jataya Kabhi Nahin
Aansu The Aankhon Me Per Dikhaye Kabhi Nhin
Yahi Ferk Hai Dosti Or Pyaar Main
Ishq Ne Hasaayaa Kabhi Nahin
Bolti Hai Dosti Chup Rehta Hai Pyar
Hasati Hai Dosti Rulaata Hai Pyar
Milati Hai Dosti Judaa Karta Hai Pyar
Phir Bhi Kyun Dosti Chodkar Log Karte Hai Pyar
1 Dost Mila Kuch Alag Sa Lga
Khwaishon Ka Guleestan Sa Lga
Ush Peh Kurbaan Hei Poori Yaari Meri
Kyonki Voh Meri Zindgi Ka Aashiyana Sa Lga.
Dosti Kro Toh Dhoka Mat Dena
Kisi Ko Aashuon Ka Tohfa Mat Dena
Dil Sey Roye Koi, Tumhey Yaad Karkey
Aesa Kbhi Kisi Ko Mauka Mat Dena.