Chand Ke Pass Sitare Bahut He,,
Par Sitaro Ke Pass Chand Ek Hi He,,.
Hamare Jaise Dost Aapke Pass Bahut He,,
Lekin Aapke Jaisa Dost Hamare Pass Ek Hi
Ek Gujarish Hai Mere Dost Tujhse,
Taumra Is Dosti Ko Nibhana,
Ho Kuch Dil Mein To Usse Kabhi Na Chupana,
Dukh Ho Ya Sukh Hamesha Mere Sath Chalna,
Bhatak Jaau Agar Mein Kabhi To Sahi Raah Dikhana…
Hum Woh Phool Hain Jo Roz Roz Nahi Khiltay
Yeh Wo Hont Hain Jo Kabhi Nahin Siltay
Hum Se Bichro Ge To Ehsas Hoga Tumhain
Hum Wo Dost Hain Jo Roz Roz Nahin Miltay..
Dard Uthta Hai Magar Aah Nahi Karty
Kon Kehta Hai Ke Hum Wafa Nahi Karty
Akhir Kyu Nahi Badalti Taqdeer Meri
Kya Mere Dost Mere Haq Mein Dua Nahi Karte.
Marne Par Hame Jannat Mile Ya Nahi Mile,
Ye Hawa Ye Fiza Mile Na Mile,
Sms Karne Me Kanjusi Mat Kar,
Mere Dost Kya Pata
Jannat Me Network Mile Ya Nahi Mile.
Aap Hi Se Dosti Aap Hi Ka Intezaar
Aap Se Milne Ko Dil Rehta Hai Bekarar
Aapki Ye Sadgi Aap Ka Ye Pyar
Jeevan Bhar Na Bhool Payenge Is Dosti Ko Yaar..!
Aap Na Mano Par Ye Haqiqat Hai
Ye Dosti Hamari Bhi Jarurat Hai
Kisi Din Aao Hamare Dil E Mehfil Me
Aap Jan Jaoge Aapki Kitni Jarurat Hai..!
Muddat Se Akele Thay Hum
Ek Zamane Ke Baad Kisi Ka Milna Accha Laga
Sagar Se Gehri Lagi Aapki Dosti
Tairna Aata Tha Par Doob Jana Accha Laga..!
Nice Lines:
New Frnds Maybe A Poem
But
Old Frnds Are The Alphabets
Dont Forget Alphabets
Or
Else Its Hard To Read The Poem..!
Chand Ke Pass Sitare Bahut He,,
Par Sitaro Ke Pass Chand Ek Hi He,,.
Hamare Jaise Dost Aapke Pass Bahut He,,
Lekin Aapke Jaisa Dost Hamare Pass Ek Hi He....