Ae Dost Tu Sabse Azeez Hai,
Dil K Sabse Kareeb Hai,
Na Koi Call Na Koi SmS,
Kya Tu SUDAMA Se Bhi Zyada Gareeb Hai.?
Ae Khuda aapne Chand Pe Etna Guru na Kar,
Ek Chand sa Dost hum bhi rakhte hai,
Jab Tarif hoti hai Tere Chand ki,
Log Misal mere Dost ki Dete hai!
Agar kal hum nahi bhi rahe,
Hamari yaadein sada rahengi.
Sirf nazare uthake chaand ko dekhna,
Hamari dosti ki tasvir waha bani rahegi
Aisa Dost Chahiye Jo Hame Apna Maan Sake,
Hamare Har Dukh Ko Jaan Sake.
Chal Rahe Ho Ham Tej Barish Me.
Phir Bhi Pani Me Se Aasuon Ko Pehchan s
Aisi dosti hamari ki tu har rah,
har dagar,
har safar mein mile.
Mar bhi jaun agar,
tab bhi dosti ki khatir,
tu bagal wali kabar mein mile
Ajab sa ehsaas hai Dosti,
Do insano ka saath hai Dosti.
Khuda ki khudai hai Dosti,
Zindagi ki sachayi hai Dosti.
Naseeb wale hain hum jo payi hai Aapki Dosti
Ajnabi Rishto Ka Naam He Dosti,
Har Gum Ki Dawa He Dosti,
Dost Bichad Jaye To Rota He Dil,
Magar Dosti Tut Jaye To Roti He Zindagi.
Aksar dosti karne wale, apne dost ki taarif karte rehte hai,
taki wo unse juda na ho jaye,
Hum isliye khamosh rahte hai,
taki un par koi aur fida na ho.
करो कुछ ऐसा दोस्ती में
की ‘Thanks & Sorry’ words बे-ईमान
लगे
निभाओ यारी ऐसे के ‘यार
को छोड़ना मुश्किल’
और दुनिया छोड़ना आसान लगे…
लोग रूप देखते है ,हम दिल देखते है ,
लोग सपने देखते है हम हक़ीकत देखते है,
…
लोग दुनिया मे दोस्त देखते है,
हम दोस्तो मे दुनिया देखते है.