Aapki ankho me hame milgyi panah,
Chahe samjo dillagi ya samjho gunah, Bhale hi koi hame diwana karar de, Hum to ho gaye aapki dosti me * *"FANAAH"* *
Aapne Apni aankho me nur chupa rakha hai,
hosh walo ko Diwana bana rakha hai,
naz kaise na karu aapki dosti par,
muj jaise naachij ko KHAS bana rakha hai...
Agar Jawab Doge 2 Baat Karenge!
Nahi Dge 2 Intezar Karenge!
Dosti Ki Hai Aapse
Isliye Marte Dam Tak, Aap Ko Har Pal Yaad Karenge
Aapki Khushi se nahi gham se bhi risha hai mera,
Yeh jo aapki zindagi hi woh ek hissa hi mera,
Ae dost apse lafzo ka nahi, Dil se rishta hai mera.
Aapki Dosti hamein is kadar pyaari hai,
Jis tarah bin paani ke machli bechari hai,
Ab na aur kuch khawish hai,
Bus tum DOST bane raho ye hi tum se guzarish hai
Aapke pass dosto ka khazana hai
Par ye dost aapka purana hai
Is dost ko bhula na dena kabhi
Q ki ye Dost aapki DOSTI ka deewana hai
Aasman hum se naaraz hai,
taaren humse dushwar hai,
woh sab humse jalte hai,
kyunki.
Chaand se behtar DOST hamare paas hai...
Aasman se utari he,
Taron se Sjayi he,
chand ki chandni se Nehlayi he.
Smbhal ke Rkhna,Ye 'DOSTI' Meri Zindgi bhar ki kmayi he.
Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi,
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi..
Aap Jese Dost Jabse Mile,
Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Jarurat Nahi.....
Ae Dost Tera Haseen Naam Acha Lagta He
Tere Sath Se Ye Chand Acha Lagta He
Log Kehte He Teri Dosti Mai Pagal,
Mujhko ye ilzam acha lagta he