“Smiling is good for the heart,
Laughing is good for the soul and
Loving will keep you living, laughing, and smiling.”
Jo ho gaya use soncha nahi karte,
jo mil gaya use khoya nahi karte,
kuch hasil unhe hota hai"ZINDAGI"me,
jo waqt ki halat me 'roya' nahi karte.
Gam na karna kabhi zindgi me,
Kyuki taqdeer badalti rehti hai,
Sheesha wohi rehta hai ,
Bus tasveer badalti rehti hai
Na Pucho ki Meri Manzil kaha he
Abhi to Safar ka Iraada kiya he
Na Harenge Hosala Umra bhar
Hamne Khud se Ye VADA kiya He.
Chehre ki hasi se hr gam ko mita do
Bahut km bolo par sab kuch bata do
Khud na rutho par sabko manao
Ye RAAZ hai zindgi ka bas jee k dikha do
Gujari jindgi ko yad na karna.
Taqdir me jo likha he uski fariyad na karna.
Jo hona he hokar rahega.
Fikar me apni jindagi barbad na karo.
The Word "LISTEN" And "SILENT."
Both Has The Same Alphabets.
But Only Someone Who Cares Of You,
Can Listen To You When You Are SILENT.
Zindgi jab jab dhalti hai..
ek nayi tajurbaa milti hai..
Kabhi Sagar,Kavi kinaara
Kabhi milti Sangharsh ki dhara hai
Jivan ke is Rangmanch me
Har koi Amritdhaara hai..
kabhi Hansaati,kabhi rulaati
par ant me har pal Khushiyaan laati..
Andheraa se kabhi na ghabraana,
Har raat ke baad hai Suraj ko aana..
Insaa ki Yahi himaakat hai,
Sukh-Dukh iski amaanat hai..
#Jivandhaara_poetry_sec_14_06_14
1) Jaha himmat samapt hoti hain,Wahi haar ki shuruaat hoti hai
2) Kisi ko harana bahut aasan hain lekin,Kisi ko jeetana bahut kathin hota hain
3) Kathin Samaye mein samajdar aadmi,Rasta khojta h or kayar aadmi bahana
Manzile insan ke hausle aazmati hai,
Sapno ke parde aankho se hatati hai,
Kisi bhi baat se himmat na harna,
Thoker hi insan ko chalna sikhati hai