Aalu ka paratha aur Sarso ka Saag...
Waah Waah...
Aalu ka paratha aur Sarso ka Saag.....
.
.
.
.
Daya, yahi kahi par milega koi Suraag !!!!!!
Usko apne pyar ka izhaar karu kaise...
Usko apne pyar ka izhaar karu kaise...
Daya pata lagao, akhir ye khooon hua kaise!!!
Gujar Gaye kitane din, hogaye Kitne saal
Gujar Gaye kitane din, hogaye Kitne saal
Par aaj bhi ACP karta hain mujrim ka wahi bura haal.
Baarish mai chaata na ho toh tu bhig jayega....
Wah Wah....
Baarish mai chaata na ho toh tu bhig jayega.....
.
.
.
.
Acp pradyuman bola is kamre se koi bahar nahi jayega...
Paani ko freezer me rakhne se banti hai baraf.....
Paani ko freezer me rakhne se banti hai baraf.....
Daya tum jaaao us taraf.....
aur abhijit tum us taraf..
Kisi ke khayaalon me hum kho gaye...
kisi ke khayaloon me hum khoo gaye.....
.
.
.
fedricks ne acp prayduman se kahaa- sir finger prints match hoo gaye....
abhijeet says, daya thoda rakho hosla
abhijeet says, daya thoda rakho hosla
tarika ke baal matlab hai chidiya ka ghosla
Jindagi mein agey badne se yun na daro....
Jindagi mein agey badne se yun na daro....
Daya jaldi se us gadi ka peecha karo...
Kya hua tha raat mein, kaise mar gaya Tony.
.
Gaur farmayiga...
.
Kya hua tha raat mein, kaise mar gaya Tony.
.
.
.
.
Janane k liye dekhiye CID, only on Sony...
Tumhare pyar me hume nind nahi aati
Tumhare pyar me hume nind nahi aati.
.
.
.
Daya do thappad na laga de tab tak mujrimo ko akkal nahi aati....