Mehfil Jab Lagi Thi Yaaro Ki,
Mujhko Bhi Bulawa Aaya Tha. .
Kaise ,Na Jate Hum?...
Unki Kasmein Dekar Jo
Bulwaya Tha. .
Jab Kehne Ko Kuch Kaha Gaya,
To Khayal Unka Hi Aaya Tha.
Fir Akshr- Akshr Jod K Maine,
Dil Ka Dard Sunaya Tha.
Tab Aansu Uski Yado K,
Na-na Krte Nikal Gye. ;-(
Jo Smjhe Wo Khamosh Rhe:-(,
Baaki Wah Wah Krte Nikl Gye....!
Na Din Guzarte Hain Aur Na Hi
Raate Kat Ti Hain.
Unki Bewafai Jalati Hai Mujhe Is
Tarah Se,
Jaise Dheere-Dheere
Geelee Lakdi Sulagti Hai.
Koi To Baat Zaroor Hai Jise Mera Man Ab Tak Na Bhool Paya
Hai.
Mehfilon Se Door Bhagta
Hoon,
Tanhai Se Darta Hoon.
Dard Hota Hai To Aansu
Bahata Hu,
Aahen Bharta
Hoon. Bematlab Si Lagne Lagi Zindagi Apni,
Ab To Bas Maut Ka Intezar Karta Hoon.
Ye Gham Hi Lagta Mujhe Apna
Humsaya Hai.
Dil ke kehne pe dil ki DUNIYA chhod aaye..
Sabhi RISHTO se muh mod aaye..
Humne na manga hisab WAFA ka yaaro…
Unki CHAHAT mein na jane kitno ke dil TOD aaye..
Suna Hai Ishq Ka Shauk Nahi Tumhe..
Aye Bewafa
Magar..
Barbaad Tum Kamaal Ka Karte Ho..!
Dukh mein woh kinara kar gayi,
Hansti hui jindagi ko besahaara kar gai,
Kabhi roka karti thi hamein peene se,
Aaj jane lagi to bottle ki taraf ishara kar gai...
Kaash Ab K Bar Baazi Palat Jaye
Saari,
Usy Talab Ho Jaye Meri Aur Main
Bewafa Ho Jaun..
Bewafai ki saza maut se jyada ho,
bewafao ko rub na chhode,
jaise tune mera dila toda,
ese hi koi tera b dil tode.
Muddat Se Jis K Waasty Dil Be-Qarar Tha
Wo Laut Kr Na Aaya Magar Intizaar Tha
Jo Hum-Safar Tha Chor Gaya Raah Main Mujhe
Main Phans Gaya Bhanwar Main Aur Wo Dariyaa K Paar Tha
Manzil Qareeb Aai To Tum Door Ho Gaye
Itna To Tum Batao K Ye Kesa Pyar Tha?
Dewaar Ye Bana Di Kis Ne Dono K Darmiyaan
Na Wo Sukoon Se Betha Na Mujh Ko Qarar Tha
Ye Baat Umar Bhar Samajh Na Paaya Main
Kiun Dil Mera Us Be-Wafa Ka Talab-gaar Tha...
Aap ko yaaad hamari aati nahi,
ya fir aap yaaad hume karte nahi,
vakt ki to baat kariyo mat hume,
aap se jo mohbbat karke galati karli humne,
fir b chahte he har janm me,
aaphi ka pyar bhara saath mile hume. . . !
Kabhi Kahti Thi Mujhe Ki Koi Duaa Hu
Mai,
Aaj Wo Kah Gyi Mujhko Ki Bewafa Hu
Mai,
Wo Jee Na Pati Thi Lamha Kabhi
Bagair Mere,
Aaj Kahne Lagi Mujhko Ki Ek Saza Hu
Mai,
Yahi Dastoor Hai Aur Aisa Hi Hota
Aaya,
Lagi Mashuq Ki Mehndi Aur Aashiq
Rota Aaya,
Magar Riwaz Bhi Ye Ulta Kar Diya
Maine,
Bina Chahat Kisi Ki Maang Bhar Di
Maine,
Kiya Hai Jo Bhi Ispe Khud Se Hi Khafa
Hu Mai,
Aaj Wo Kah Gayi Mujhko Ki Bewafa
Hu Mai.