Jo Bhi Mila Woh Ham Se Khafa Mila
Dekho Dosti Ka Kya Sila Mila
Umar Bhar Rahi Faqat Wafa Ki Talash
Par Har Shaks Mujh Ko Bewafa Mila
Peete to sabhi hain apna gum bhulane ke liye...
Humne bhi pee uski yaad apne dil se mitane ke liye...
Peene ke baad pata chala kambhakt sharab me wo nasha nahi hai...
Ye sharab uss shabab ke aage kuch bhi nahi hai...
Socha kisi aur haseena se dil laga lenge...
Kisi aur ki chahat ko hum apna bana lenge...
Par kisi aur haseena se bhi hum ye dil laga na
sake...
Aur din raat peekar bhi hum usse bhula na sake...
Hum Aapki Nafrat Ko Bhi Pyaar Samajh Lenge,
Kyunki Nafrat Wahi Karti Hai Jo Pyaar Karti Hai,
Mante Hain Ki Hum Bewafa Hi Sahi,
Par Bewafa Hoke Bhi Aapse Hi Pyaar Karte Hain.
Bewafai UsKi Mita Kar Aaya Hun.
Khat UsKe Paani Main Baha Kar Aaya Hun.
Koi Padh Na Le Us
Bewafa ki baduaon Ko,
Is Liye Pani Mein Bhi Aag
Laga Kar Aaya Hun.
Apnapan sikha k juda ho Gaye.
Na socha N samjha Khafa ho Gaye.
Duniya me 1 baar hmne kisi ko apna kaha to.
Vo Bhi logo ki bato me akar bewafa ho Gaye.
Mili Zindagi Hi Aise Ke Zindagi Hi Ro Padi,
Teri Talash Mein Zalim Saza Bhi Ro Padi,
Tujhe Toot Ke Chaha Aur Itna Chaha,
Ke Teri Wafa Ki Khatir Wafa Bhi Ro Padi,
Mera Naseeb, Meri Qismat,
Mera Muqadar Banne Tu,
Tujhe Hi Mangte Mangte, Dua Bhi Ro Padi!!
Ho Sakta Hai Us Ne Anjaane
Me Hume Rula Diya,
Uss Ne Duniya Ke Kehne Pe Hume
Bhula Diya,
Hum Toh Waise Bhi Akele The,
Kya Hua Ager Kisi Ne Ehsaas Dila Diya..
Aaye Na Agar Tumhe Yaad Hamari,
Hm Nhi Krenge Dunia Se Shikayat Tumhari,
Bewfa Ho Tum Ye Na Kahenge Kisi Se
Kahenge Ki Kami Thi Wafa Me Hamari
Le Raha Tha Mohabat Ki Chadar,Ishq K Bazar Se" ""
"Upar Se Aawaz Ayi
"SahiB"
Kafan Bhi Lete Jana, aksaR yAaR Bewfa HoTe
h
Itne Zakhm Khaye Huye H
Ab Ishq B Hota Nhi,
Darr Lagta H Iss Zamane Me,
Kahi Sab Bewfa To Nhi.