Mai roya nahi rolaya giya hun.
Bana kar pasand fir tukraya giya hun.,
Chor diya giya taqdeer k saharay,
pyare k naam pe jalaya gya hun,,
Bhot he naram o nazuk ta mizaj apna,
Jete jee khak ma milaya giya hun,
Mareez-e-mohabat ko gulaab raas kahan,,
Hamesha k lye kanto par sulaya giya hun,,
Be mout na marta to kia krta ,
Bhari duniya ma yun sataya gya hun.,
Kabi jo palko pe naaz utate te ,,zameer,,
Aj usi nazar se giraya giya hun
Mujhe Mat Puchho Mera Dil Kisne Thoda,
Ye Puchho Kis Kisne Nhi Toda,
Log To Khela Karte He Khilone Se,
Mujhse To Usne Khilone Se Bhi Badtar Khela ...
hum jise chahte the vo kisi or ke ho gaye,
jiske liye Sab Kuch daav par laga diya vo hi dhoka De gaye,
hum mante he humari bhi Kuch galati Thi,
kaash us galati ka saja mout hoti to seh lete ...
Jaan Se Bhi Zyada Unhe Pyar Kiya Karte The,
Yaad Unhe Hum Din Raat Kiya Karte The,
Ab Guzra Nahi Jaata Un Raahon Se
Jahan Baith Kar Kabhi Unka Intzaar Kiya Karte The....
Meri Wafao Me Asar Nhi Tha,
Meri Duao Me Asar Nhi Tha,
Aaya Tha Tufan Fiza Me, Mera Tabaahi-E-Manzar Dekhne,
Mgar Gyi Nhi Khuda Tak "Aayush" Unki Sadao Me Asar Nhi Tha????
Tassavur Tera Jab Bhi Aata H,
Aankho Me Ashko Ka Sailaab Lata H,
Fir U Gujarta H Waqt Mera,
Na Dil Ko Krar Aata H, Na "Aayush" Ko Aaram Aata H....
Wo Badal Gya Par Dil Ko Yakeen Na Hua,
Wo Itni Dur Ho Gya Jitna Kbhi Mere Kareeb Na Hua,
Kya Khub Wafao Ka Sila Mila H Aayush Tuzhe,
Is Tarah To Rutha Kbhi Tera Naseeb Na Hua....
Yeh tumhara waham hai ki ham tumhe bhul jaenge O tumhara sahar hoga jahan be-wafa log baste hain
Dard hain dil me per usko ehssas nahi hota,
Rota hain dil jab woh pass nahi hota,
Barbad ho gaye ham unki mohabbat main,
Aur woh kahte hain is tarha pyar nahi hota..!
Ajeeb tamasa hai mitti ke bane logo ka,
Bewafai kro to rote hain..
Wafa kro to rulate hain..