Na jaane kya taasir hai mere haath ki likhi shaayari me,
main to kagaz pe apni barbaadiyan hi likhta hu aur log waah waahi karte hain....!!
Hanste Hain Yon Hi Hans K Rola Jate Hain Log
Milte Hain Yon Hi Mil K Judaa Ho Jate Hain Log..!!!
Pal Do Pal Umar Ka Sath Na Samjho
Mohabbat B Karte Hain Or Khafa B Ho Jate Hain Log..!!!
Qedi Hain Na Jane Kin Kin Majboriyon K
Kar K Izhaar-e- Mohabbat Beparwa Ho Jate Hain Log...!!!
Ab Kis Se Shikwa Kren Apni Kismat Ka
Kar K Wafa K Wade Bewafa Ho Jate Hen Log...!!!
Ek Chidiye Ka Dard Bhara Fasana Tha,
Toote The Pankh Uske Phir Bhi Udte Hue Jana Tha,
Toofan To Jhel Le Gya Par Hua Ek Afsoos,
vhi Daal Tooti Ped Ki Jispar Uska Aashiyana Tha..........
Tuta hua dil la ka chala hu minzil ka pata nahi
Tanhayuh mai pala bara hu khushiyu ka pata nahi
Log dekh ka bolta hai Baghar hai shahid
Ameer itna hu par ghar ka pata nahi
Buhat Udas Hai Koi Tere Jane Se.
Ho Sake To Laut Ke Aa Kisi Bahane Se.
Tu Lakh Khafa Sahi Magar Ek Baar To Dekh.
Koi Tut Gaya Tere Ruth Jaane Se…
Ajab Banaai Ya Rab Tune Ye Khudaai Hai..
Ek Shaks Ki Gumshudi Ne Neenden Udaayi Hai..
Wo Ho To Jugnu Chamake Hai Meri Raho Me..
Na Ho To Lagta Hai Muskuraahat Bhi Sazaa Me Paayi Hai..!
Arz kiya hai................
"ek bewafa ko na aye hamari wafa pe yaqeen",
"ek bewafa ko na aye hamari wafa pe yaqeen",
hum ne ye kaha hum mar jayenge,
aur woh khete gaye ,
'aameen.... Aameen...... .
Meri Hayat Me tu Muhabbat Ke Baad Hai
Tera Diya Har Ek Zakhm Muje Yaad Hai,
Ishq me Zinda Bach Gayi Main Bhi
Shayad Kisine Maangi Jaan ki Fariyaad Hai,
Mausam Dushman se Badle Ka Aagaya Hai
Suna Ke Ghar Aaj Kal Unke Bade Abaad Hai,
Libaas Ki Tarah Maashooq Badalny Lagi
Khayal Tere Bhi Beinteha Azaad Hai,
Poocho Na Sabab Aashiq-E-Mizaj Ka
Meri Zaat Kal Bhi Barbaad Thi Aaj Bhi Barbaad Hai....!!!
चलेगी जब तेरी यादों की पुरवाई तो क्या होगा
पुरानी चोट कोई फिर उभर आई तो क्या होगा,
मुहब्बत ख़ुद ही बन बैठी तमाशाई तो क्या होगा
न हम होंगे, न तुम होंगे, न तनहाई तो क्या होगा,
मुहब्बत की झुलसती धूप और काँटों भरे रस्ते
तुम्हारी याद नंगे पाँव गर आई तो क्या होगा,
ऐ मेरे दिल तू उनके पास जाता है तो जा, लेकिन
तबीअत उनसे मिलकर और घबराई तो क्या होगा,
लबों पर हमने नक़ली मुस्कराहट ओढ़ तो ली है
किसी ने पढ़ ली चेह्रे से जो सच्चाई तो क्या होगा,
सुना तो दूँ मुहब्बत की कहानी मैं तुम्हें लेकिन
तुम्हारी आँख भी ऐ दोस्त भर आई तो क्या होगा,
ख़ुदा के वास्ते अब तो परखना छोड़ दे मुझको
अगर कर दी किसी ने तेरी भरपाई तो क्या होगा...!!!
Masoom Muhabt Ka Bs Itna Fasana Hai,
Kagaj Ki Haveli Or Baris Ka Jamana Hai,
Us Par Jaane Ki Ummid Bahut Kam Hai Qki Kasti V
Purani Or Baris Ko V Aana Hai.