Kis Se Kahe Apna Gam Kehte Hue
Darte Hain
Ek Mera Tanha Dil Itne Log Marte Hain
Apni Ye Kahani Hai Apni Hi Zubani Hai
Kya Khata Meri Is Me Agar Bepanah
Husn Jawaani Hai...!!
Mere Hi Chahne Walo Se Din Aur
Raat Hote Hain
Mere Hi Husn Se Roshan Sitare
Chand Hote Hain
Mere Rukshar Me Parwanon Ke
Dam Yu Nikalte Hain
Ki Qatal E Aam Hote Hain Ya Sab
Barbaad Hote Hain...!!
Meri Ankhon Me Uljhega Sulajhna
Bhool Jayega
Mohabbat Fir Apni Mehbooba Se Karna
Bhool Jayega
Zara Si Der Is Mehfil Me Dauda Du Nazar
Apni
Yaha Bethe Sabhi Ka Dil Dharakna
Bhool Jayega...!!
Ye Dariya Bhi Nahi Lekin Samundar
Chahiye Inko
Zara Dekho Nagina Keemati Nilam
Chahiye Inko
Bade Karke Jatan Ladki Ke Dil Ko Jeet
Te Pehle
Fir Uske Sang Saheli Ka Bhi Number
Chahiye Inko...!!
Kisi Se Maang Kar Apna Guzara Hum
Nahi Karte
Nibhate Hain Sabhi Waade Kinara Hum
Nahi Karte
Khuda Ne Jo Diya Hai Roop Ye Uska Hi
Jaadu Hai
Ladke Khud Bhatakte Hain Ishaara Hum
Nahi Karte...!!
Woh Humse Khaffa Aur Hum Unse Judaa Ho Gaye
Dil Par Pathar Rakh Kar Woh Bewafa Ho Gaye
Maut Ne Chua Humare Saye Ko Is Kadar
Aur Hum Is Duniya Se Fanna Ho Gaye.
Masoom Muhabt Ka Bs Itna Fasana Hai
Kagaj Ki Haveli Or Baris Ka Jamana Hai.
Us Par Jaane Ki Ummid Bahut Km Hai
Qki
Kasti V Purani Or Baris Ko V Aana Hai.
Patthar Ki Hai Ye Duniya,
Jazbat Nahi Samajhti
Dil Me Kiya Hai Wo Bat Nahi Samajhti,
Tanha To Chand Bhi Hai Sitaro K Bich,
Par Chand Ke Dard Wo Raat Nahi Samjhti.
Hum B Gaye The Mehboob Ki Mehfil Mein
Saari Raath Doobtay Rahe Unke Jalwon Mai
Hum To Hogaye Sharminda
Jab Usney Ki Dil Aazari
Hum Ney Bhi Kuch Na Kaha,
Hum To Dekh Rahe The Apni Barbadi.
Kab Pyar Ki Barsaat Hui
Aur Kab Unse Mulaqaat Hui
Dil Na Jane Kahan Kho Gaya Ki Raat Hui
Na Janey Phir Woh Kahan Chalay Gaye Aur
Na Phir Kabi Barsaat Hui..