प्यार वो हम को बेपनाह कर गये,
फिर ज़िनदगीं में हम को, तन्नहा कर गये,
चाहत थी उनके इश्क में,फ़नाह होने की,
पर वो लौट कर आने को,भी मना कर गये..
Kitni kaatil hai ye...
Zindagi ki aarZo..
Marr jaate hai log...
kisi par...
"Jeene k liye"
Jab bhi kisi ko kareeb paya hain...
Kasam khuda ki wahi dhokha khaya hain...
Kyun dosh dete hain hum kaanto ko...
Zakhm to humne phulo se hi paya hain...
Sabhi Tareef karty hain Meri shayri ki lekin..........
Kabhi koi nai sunta mere alfaz ki siski.
दर्द हैं दिल मैं पर इसका ऐहसास नहीं होता …
रोता हैं दिल जब वो पास नहीं होता…..
बरबाद हो गए हम उनकी मोहब्बत मैं ….
और वो कहते हैं कि इस तरह प्यार नहीं होता
Dukh Dete Ho Aur Khud Hi Swaal Karte Ho;
Tum Bhi O Sanam Kamaal Karte Ho;
Dekh Kar Puch Liya Hai HaaL Mera;
Chalo Shukr Hai Kuch To Khyaal Karte Ho!
Dheere Dheere Se Ab Tere Pyaar Ka
Dard Kam Hua,
Na Tere Aane Ki Khushi Hui Aur Na Jaane Ka Gam Hua,
Jab Log Mujhse Puchte Hain Hamari Dosti Ki Dastaan,
Main Keh Deta Hun Ki Ek Fasana Tha Jo Ab Khatm Hua.
Kaun Kahata Hai Ki Mahfil Me Hum Nahi,
Hum Hai Lekin Hamare Sath Hum Nahi.
Hamare Chahane Walo Ne Hi Dard Diya,
Isaka Dard Bhi Kam Nahi.
Ya Dil Pyar Ke Qabil Na Raha.
Koi Bhi Izhar Ke Qabil Na Raha,
Is Dil Main Bas Gayi Dosti Aapki.
Ab Tu Chand Bhi Deedar Ke Kabil Na Raha!
Tu Kabhi Bewafa Hogi Socha Hi Na Tha,
Tu Bhi Kabhi Khafa Hogi Socha Hi Na Tha,
Jo Ghazal Likhi The Kabhi Pyaar Par Tere,
Wahi Ghazal Ruswa Hongi Socha Hi Na Tha!