jab yaad apki aati hai to muskura lete hai
kuch pal ke liye har gam bhoola dete hai
kaise bheeg skti hai apki palke apke hisse ke ansu to ham baha dete hai.
Unke aansu apni aankho mein chhupa lete, Unke dard k
apna bana lete. Bas ek baar wo keh dete ke tera haq hai
mujh par, Fir is duniya se ladkar unko apna bana lete.
Har lamha ab begana lagta hai,
Koi apna ab anjana lagta hai,
Uska sath jo mila tha naseeb se
Woh bhi ab harzana lagta hai.
Kisi veerane se dhuan sa utha to socha dekhen kaun rehta hai is veerane me,
jakar kareeb dekha to Dil jal raha tha kisi ka aur Aansu lage the bujhane me..
Mulaqaat bhi kabhi aansu de jaati hai,
nazre bhi kabhi dhoka de jaati hai,
guzre hue lamho ko yaad karke dekhiye,
tanahi bhi kabhi sakoon de jaati hai.
Ham behte askon ko kab tak chhupaenge,
1 din gam k sagar mei dub jayenge,
kab tak bhulane ki kosis karoge humei,
hum har baaris ki bundo mei yaad aayenge.
Mujhey Ab pata chala k main kiss Qaqar tanha hun,
.
.
.
"DOST"
.
.
Peechey jo Mur kar dekhun to Saya b Mounh Phair leta hai...
Dheere dheere ashko ne behna shuru kiya
Dheere dheere dil ne aapke bin rehna shuru kiya
Dheere dheere hume khushiyon se doori ka hua ehsaas
Dheere dheere ab thamne ko hai apni har saans.
Main so nahin pata aajkal
jo chahoon wo wo ho nahin pata aajkal
Kabhi ehsaas bhi Zinda tha dilon me kahin
Lagta hai sachha pyar ho nahin pata aajkal.
Us roj dard-o-sitam ki raat hogi
Jis din dar se rukhsat unki baraat hogi
Ye soch kar aksar uth jata hu neend se
Ki kisi gair ki baahon me meri kaynaat hogi.