कौन से लफ्ज़ में मैं दर्द की सदा लिखूं
किस तरह मैं अपने ही दिल को बेवफा लिखूं
इन अंधेरों की खामोशी में है रूह मेरी
और उजालों में दिखे जिस्म को जनाजा लिखूं
साज के रोते हुए सुर मुझे कुछ कहते हैं
इन सुरों को मैं किसी नज्म का आईना लिखूं
सात रंगों को लिखता हूं मैं इंद्रधनुष
सैकड़ों जख्म की रंगत को आशना लिखूं
Tuta Ye Dil Aur Dil Ki Duniya Tabah Ho Gyi,
Khushiyo Ke Din Dhali Aur Dukho Ki Andheri Raat Ho Gyi,
Khushiyan Dekhne Ko Tarasti Hai Ye Aankhe,
Aanshuo Me Jeene Ko Meri Zindagi Mohtaaz Ho Gyi.
Meri Hasrat Thi Khali Uska Deedar Karne Ki
Aur Us Deedar Mai Apna Hale Dil Bayan Karne Ki
Uss Ne To Mere 'Armaan' Ko Thod Diya Aise
Jaise Sadyun Se Khwahish Thi Unki Hamein Bemaar Karne Ki.
<<< Choti si bat par koi shikwa na karna >>>
<<< Koi bhul ho jaye toh maf karna >>>
<<< Naraj tab hona jab hum dosti tod denge >>>
<<< Kyuki aisa tab hoga jab hum duniya chod denge >>>
~~~ Snehan ~~~
<< Zakhm aisa diya K koi dawa kam na aayi >>
<< Aag aisi lagayi K pani se buj na payi >>
<< Aaj bhi rote he unki yaad me >>
< Jinhe kabhi hamari yaad na ayi >>>
दिल जीत ले उनका वो नज़र कहां से लायें
दिल में सिर्फ हम हों वो असर कहां से लायें
हमारे नसीब में तो लिखा है सिर्फ रोना,
पर इन सूनी आँखों में समन्दर कहां से लायें......
Gilaa Aapse Nahin Kuch,
Gila Hum Apnee Kismat Pe Karte Hai.
Aap Aaj Humare Paas Nahin To Kya Hua Jaan.
Mohabbat To Hum Aapki Duriyaon Se Bhi Kiya Karte Hai.
<<< Badi Koshis Ke Baad Usse Bhula Diya >>>
<<< Uski Yaadon Ko Sine Se Mita Diya >>>
<<< Ek Din Fir Uska Paigaam Aaya,
Likha Tha Mujhe Bhul Jao,
Or Mujhe Her Lamha Yaad Dila Diya >>>
Aankhon Me Kisi Sapne Ne Aana Chhod Diya...
Hoton Par Ab Hasi Ne Bhi Aana Chhod Diya...
Ab To Hichkiyan Bhi Nahi Aati...
Shayad Aapne Yaad Karna Hi Chhod Diya...
Kabhi Usko Hamari Yaadon Ne Staya Hoga,
Naam Likha Aankhon Me, Aansuon Se Mitaya Hoga,
Gum Ye Nahi Ki Wo Bhul Gaye Honge Hume,
Gum Ye Hai K Bahut Ro Ro K Bhulaya Hoga..