Mor Nachte Hue Bhi Rota Hai,
Aur Hans Marte Hue Bhi Gaata Hai.
.
Ye Zindagi Ka Funda Hai..
.
Dukho Wali Raat Neend Nahi Aati,
Aur Khushi Wali Raat Kaun Sota Hai..
jindagi jine ko to hamari hai,
varna akhri sans bhi tumhari hai,
hatho me lakkire to tumhari hai,
varna ye takdeer hamari hai,
dil todti ho mera to lo todlo,
chij meri nahi tumhari hai.
kaunsa jakhm tha jo taaza na tha,
gum itne bhi honge andaza na tha,
unki jheel si aankho ka kya kasur
dubne walo ko hi gehrai ka andaza na tha.
hasne ke bad kyo rulati hai duniya,
jane ka bad jane kyo bulati hai duniya,
jite ji kya kasar chhodi thi,
jo marne ke bad bhi jalati hai duniya.
Tuta hua zameen
par gulab hamara tha
.
murjhaya hua gulaabo ka
wo bag hamara tha
.
lakho ke beech jo
poora na huaa
.
wo tuta hua
khwab hamara tha.
Ek din hum bhi kafan odh jayenge,
Har ek rishta is zameen se tode jayenge,
Jitna ji chahe satalo yaaro,
Ek din rulate hue sabko chod jayenge.
Har dil ka ek raaz hota hai,
Har baat ka ek andaaz hota hai,
Jab tak na lage bewafai ki thokar,
Har kisi ko apni pasand par naaz hota hai.
Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi,
Maine dil se kaha dhoond laana khushi
Bechaara kahan jaanta tha
Khalish hai yeh kya khala hai
Shehar bhar ki khushi se
Yeh dard mera bhala hai
Jashna yeh raaz na aaye
Mazaa toh bas gam main aaya hai
Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi,
Kayi chehre hai is dil ke
Najaane kaunsa mera
Maine dil se kaha dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi.
Jinhein bhulaney mein yaro,
Barey zamaney lagay
Jub dil dukha tou wohi loog yaadaney lagey.
Yaad aati hai to jara kho lete hai.
Ansu aankho se utar aya to ro lete h.
neend to nhi aati aankho me lekin aap
sapno me ayange is liye so lete hai