Jinki chahat ne kiya duniya se begana mujhe,
Lo khuda ki shaan wo kehte hain diwana mujhe,
Aaj phir cheda unhone keh ke diwana mujhe,
Chutkiyan le le ke wo kehte hain pehchana mujhe,
Hale dil sunna he to sun lo ye warna jan lo,
Hashr me jakar sunana he ye afsana mujhe.
Hum bhi kisipe marte hai,
Dil aur jaan se pyar karte hai,
Par afsos wo hame chahkar bhi inkar karte hai,
Aur hum UNKA aaj bhi intezaar karte hai
"Mehfil may kuch tu Sonana parta hai"
"Gum chupa kar Muskurana parta hai"
"Kabi aap bhi humain yaad kiya karte thay
Per Afsoos Aaj kal aap ko yaad dilana padta hai".
DiL Yu Na Kabhi Udas Hota.
Jo Koi Apna Hamare Pas Hota.
Yu To Humne Sat Dia Aksar Apno Ka.
Pr Kash Kisi Ko Hamari Tanhaiyo Ka Ehsas Hota.
Guzar gaye woh chaman se bahar ki tarah,
Aankhon main bas gaye hai intezaar ki tarah,
kaise bhula de unhe hum apni yaadon se,
Unhone inkaar bhi kiya izhaar ki tarah.
Kis liye itni saza detay ho.,
Kabi karty ho yaad to kabi bhula detay ho,
Ajeeb teri mohabbat ka silsala Dekha,
Kabi khushi to kabi apni yaadmay rula Dety ho.
Jikr tera hi aata hai mere har fasane me,
Tujhe jaan se jyada chahta hu is jamaane me,
Afsosh bahut hai ab is zindagi se hume..
Kyunki Nakamyab rahe tujhe apna banane me!
Dil k darpan me khilta hai chehra tumhara,
Tum bin zinda rehna muskil hai ab hamara,
Door hone ka shikwa baar baar karenge...
Zindagi bhar tumhe chahenge tera intzaar karenge.
tdpe to bahut pr ap maan nhi paye,
Is dil ki baat ap jaan nhi paye.
1 din chale jyenge is duniya se tab ap khenge, Lout aao hm tumhe phchan nhi paye
kyon dil ke karib aajata he koi,
kyon apnepan ka ehesaas kara jata he koi,
jab v dil ko adat si hoti hai uski,
fir kyon utni hi dur chala jata hai koi.