Bayaan Har Kisi Se Hijr-O-Wisaal
Karty Ho
Kiun Apna Shehr Me Jeena Muhaal
Karty Ho,
Bichhar Ke Bhala Miley Han
Musaafir Bhi
Kiun Apny Aap Ko Yunhi Niddhal
Karty Ho,
Suna He Woh Bhi Tumhain Poochta
Hay Aisy Hi
Tum Us Ke Bary Me Jesey Sawal
Karty Ho,
Woh Aashnaai Usy Yaad Hi Na
Ho Shayd
Woh Jis Ke Nam Pe Sb Maah-O-Saal
Karty Ho,
Bohat Aziz Tha Shayd Woh Is Lye
Bichharny Waly Ka Ab Tak
MALAAL Karty Ho...!!!
Woh Sarabon Say Rooth Bethi Hay
Apne Khwabon Say Rooth Bethi
Hay,
Ek Deewani Chakori, Dekho!
Chaand-Raton Say Rooth Bethi Hay,
Jab Say Jaana Ke Muntazir Hay Woh
Neend Ankhon Say Rooth Bethi
Hay,
Raftagaan Ki Seher-Gari Shayad
Meri Aahon Say Rooth Bethi Hay,
Baarish -E- Rehmat-E-Khuda-
E-Kul
Aj Shaahon Say Rooth Bethi Hay,
Choor Ab Kay Hue Hai Kuch Eese
Aas, Waadon Se Rooth Bethi Hay,
Eesa Lagta Hay Ab Meri Manzil
Meri Raahon Se Rooth Bethi
Hay...!!!
Bazahir Mutmain Hoon Main
Mila Jo Kuch Mohabbat Me,
Woh Sar Aankhon Pe Hay Mere
Mujhe Bichrey Huey Tum Se,
Zamana Ho Gya Jana!
Magar Ik Baat Seene Me,
Kahi Chubhti Hay Barson Se
Khalish Is Baat Ki Ab Tak,
Mere Dil Se Nhi Jati
Ke Main Chaahat Ke Daaman Par,
Lage Daagh-e-Judaai Ko
Kabhi Bhi Dhoo Nhi Payaa,
TUMHARA HO KE BHI HUMDUM
TUMHARA HO NHI PAYAA...!!!
TUMHARA HO NHI PAYAA...!
Toot Jate Hai Wo Log Rait
Ki Deewaron Ki Tarha,
Jo Khud Se Bhi Zada
Kisi Se Pyar Karte Hai.
Har Ek Chehre Pe Guman
Uska Tha,
Bas Na Saka Dil
Me Mere Koi Ye Khali Makan
Uska Tha,
Tamam Dukh Mere DilSe Mit Gaye,
Lekin Jo Na
Mit Saka Wo 1 Naam Uska Tha.
Teri Yaado Me Jiyenge Marenge
Tujhe Apni Palkon Me Chuppa Lenge,
Uss Chand Se Hume Kya
Lena Hum To Is Dharti Ke
Chand Ko Seene Se Laga Lenge.
Apni Ankho Ke Ashq Baha
Kar Sona,
Tum Meri Yaado
Ka Diya Jalakar Sona,
Dar Lagta Hai Neend Hi Chhin
Na Le Tujhe,
Tu Roz Mere
Khwabo Mein Aa Kar Sona.
Chaahenge Umar Bhar Hum
Subah Sham Tumko,
Humne Bana Liya Hai Dil Ka
Arman Tumko,
Mere Siva Kisi Par Nazarein karam
Na Karna,
Sitam Koi Karna
Bas Ye Sitam Na Karna..
Kuch Log Zindgi Me Is Kdar
Shamil Ho Jate Hain,
Agar Bhulna Chaho To Or Yad Ate Hain,
Bas Jate Hain Wo Dil
Me Is Kadar Ke Ankhen Band
Kro To Samne Nazar Aate Hain.
Kehte Hain Haatho Ki Lakire
Adhuri Ho To Kismat Me
Mohabbat Nahi Hoti
Par Sach To Ye Hai Ki Hatho Me Ho
Koi Pyara Sa Hath To Lakiro
Ki Bhi Jrurat Nhi Hoti.