♥ Na koi ek duje se dur hota he,
Na koi ek duje se najdik hota he,
Zindagi khud ek duje ko najdik latiye,
jab koi ek duje ke nasib me hota he…….
Pal pal tarse us ek pal ke liye,
Chaha ke vo pal aaye kuchh pal ke liye,
Socha tha ek pal ho zinadgi me,
Aap ho jaha ek pal ke liye…….
♥ Har subah tumhari yaad le kar aaye,
Har saam tum hare yaad de kar jaye,
Har subah or saam tera naam gungunati aaye,
Tum jise bhi mile jab bhi mile,
Tumhare jaane ke baad bhi ,
Tumhare aahat aaye……
रात आती है तेरी याद चली आती है
किस शहर से तेरी आवाज चली आती है
चाँद ने खूब सहा है सूरज की अगन
तेरी ये आग मुझसे न सही जाता है
दिल में उतरी है तेरी दर्द भरी आँखें
मेरी आँखों में वही प्यास जगी जाती है
हमने देखा था खुद को तेरी सूरत में
आईना देखकर अब रात कटी जाती है
तेरी उल्फत को कभी नाकाम ना होने देंगे
तेरी दोस्ती को कभी बदनाम ना होने देंगे
मेरी जिंदगी में कभी सूरज निकले ना निकले
तेरी जिंदगी में कभी शाम नहीं होने देंगे
Us Se Poochna To Hai
Kia Silla Wfaon Ka
Hai Yehi K Din Aur Raat
Us Ko Sochtya Rahna
Khud Ko Khojtay Rahna
Us Se Poochna To Hai
Kia Yehi Mohabbat Hai
Us K Hi Khwabon Se
Apni Duaen Ko
Khud Hi Beasar Karma
Khud Ko Besamar Karma
Us Se Poochna To Hai
Zindagi Yehi Hai Kia
Us Ka Saath Ho Aur Bus
Darmian Koi Na Ho,
main poochun zara,
aankhon mein sharaab dikhe sabko, akaash nahi dekha koi
saawan bhado to dikhe magar, kya dard nahi dekha koi
phan ki jheeni si chaadar mein, buth cheele gaye uriyaani ke
taaga taaga karke poshaaq utaari gayi
mere jism pe phan ki mashq hui, aur art kala kehte kehte sange marmar mein jakdi gayi
batlaaye koi batlaaye koi, kitni girhein kholi hain maine, kitni girhein ab baaki haiN
Dekha mujhe to shaam ka chehra utar gaya,
Leta hua tha kabr mein aur din guzar gaya
Aawaz goonjti hui , paazeb ki gayi ,
Dariya mein tairta hua , koi bhanvar gaya
Jo shaks har gunaah mein shaamil tha mere saath ,
Har roz uth ke poochta hoon , wo kidhar gaya
एक अजीब सी कशिश है तेरी ख़ामोशी में
डर है ये मुस्तकिल मेहमान न हो जाए
फासले और भी दरमियान न हो जाए
कुछ कहते हुए रुक जाया करते हैं अक्सर
मेरे लफ़्ज़ों से इसकी खूबसूरती वीरान न हो जाए
करवट लेते हुए ये गुमान होता है
मेरी जुम्बिशों की आहट से ये परेशान न हो जाए
एक अरसा हुआ तेरी आवाज़ नहीं सुनी
ये ख़ामोशी तेरी ज़िन्दगी का पैमान न हो जाए
बस अब लौट चल बाकियों की दुनिया में
ये सुकूत कहीं तेरा जहान न हो जाए
एक अजीब से खलिश है तेरी ख़ामोशी में
डर है ये मुस्तकिल मेहमान न हो जाए
फासले और भी दरमियान न हो जाए
Yu To Chand bhi Bhatakta hai Rat Bhar
Me jo Bhatak gaya to Bat kya
Sari Duniya Roti hai Chup kar
Me jo thoda Ro liya to Bat Kya
Har Kisi Ko Talab hai Pyar Ki
Maine thoda Soch liya to Bat Kya
Roshni ki Chah to sab ko hai
Maine thoda Andhera mang liya to Bat kya
Zindagi k is Haseen Khwab me
Maine Use mang liya to Bat Kya
Har kisi ne Mehfil ko Chaha Yaha
Maine Tanhai ko Chaha to Bat kya
Yu to Chand bhi Bhatakta hai Rat bhar
Me jo Bhatak gaya to Bat kya