मेने उसे एक इशारा किया, उसने सलाम
लिख के भेजा , मैंने पूछा तुम्हारा नाम
क्या है ? उसने चाँद लिख के भेजा .
मैंने पूछा तुम्हे क्या चाहिए ? उसने
सारा आसमान लिख के भेजा .
मैंने पूछा कब मिलोगे ?
उसने कयामत की शाम लिख के भेजा .
मैंने पूछा किस से डरते हो ? उसने मुहब्बत
का अंजाम लिख के भेजा .
मैंने पूछातुम्हे नफरत किस से है ?
उसने ... .मेरा ही नाम लिख के भेज
दिल जो तोडोगे मेरा तो खुद भी बिखर जाओगे।
जी तो हम भी ना सकेँगे मगर तुम भी किधर जाओगे॥
ये मशविरा है कि आँखो मेँ बसा लो मुझको,
हम भी सँवर जायेगेँ तुम भी निखर जाओगे॥
Ho jaye koi bhool to DIL se naa lagana,
Agr mano hume apna to har PARESHANI btana
Samajho agar apna to hum par HAQ jatana,
Agr banaya h humse RISHTA to dil se nibhana
Zindagi kya hai dhuaa hi toh hain
Jo na chaha kabhi wahi toh hua hain
Unke pahlu mei hona toh haasil nahi
Kya hua hain agar jo chua hi toh hain
Humse pucha ye ishq hain bala kon si
Haske bole wo ye ek khuda hi toh hain
Humse pucha sawal-e-talab usne ‘Neer’
Hum to bole ye ishq ek gunah hi to hai
Raate kat ti nahi Din gujarte nahi
Aur kya hai ye bolo saja hi toh hai..
Koshish kariega ki
zindagi me wo chehra apko hamesh muskurata hua mile.
.
.
.
.
.
Jis chehre ko ap roj aaine me dakhte hai...
Choti Choti Baaton Main Milaa Hai Itna Pyar
Choti Si Mulaqaat Me Gaye Hain Hum Dil Haar
Choti Si Khushi Ban Gayi Hai Aisa Uphaar
Ye Mann Karta Hai Ki Aap Pe Kar Du Jaan Nisaar..
Yun Palkey Bicha Kr Tera Intzaar Krte Hain
Yeh Wo Gunah Hai Jo Ham Baar Baar Krte Hain
Jalakr Hasrat Ki Rah Par Chirag
Ham Subah Aur Sham Tere Milney Ka Intezaar Karten Hain.
Kahbi Zindagi Pannon Ko Ulta Kar Dekhiyega,
Aapko Ek Shaksh Se,
Na Dil Se Hota Hai,
Na Dimaage Se Hota Hai,
Ye Pyaar To Itifaaq Se Hota Hai,
Or Kya Kahen Pyaar Karte Bhi Pyaar Na Mile,
Ye Itifaaq Sirf Hamare Hi Saath Hota Hai….?
Akasr Jab Hum Unko Yaad Karte Hai….
Apne Rab Se Yahi Faryaad Karte Hai…
Umar Hamari Bhi Lag Jaye Unko..
Kyoki Hum Unko Khud Se Zyada Pyar Kaarte Hai
Jin ki Fitrat main Qarar Bhot Tha
Unka Milna Dushwar Bhot Tha
Jo Mere Hathon ki Lakeeron main Na Tha
Mujay Us Shakhs se “Pyar” bhot Tha