Kisi ki yado ne pagal bana
rkha H,
kahi mr na jau kafan
sila rkha H,
jalane se pehle
"DIL"
nikal lena,
kahi wo na
jal jye,
jise dil me basa rkha H...
Zindagi Mein Kisi Ka Sath Kafi Hai,
Hathon Mein Kisika Hath Kafi Hai,
Dur Ho Ya Paas,
Fark Nahi Padta,
Anmol Risto Ka Toh Bus Ehsas Kafi Hai!
Kuch Likh Nahi Paate Kuch Suna Nahi Paate
Haal E Dil Zubaan Pe Laa Nahi Paate
Wo Utar Gaye Hain Dil Ki Gehraiyon Me
Lekin Wo Samajh Nahi Paate Aur Hum Samjha Nahi Paate..!
Dil Ki Chaht Ankho Se Bya Hoti H,
Ankho Ki Masumiyt Chahre Pr Dikh Jati H,
Hume Bhulne Ki Kosis Mat Karna Kyoki Apno Ko Bulne Ki Hr Kosis Musibt Bn Jati H
Ishq se mili h jo tanhaiya hame,
kese unka dard bayan kre,
ek se hi mohabbat itni kr li hmne,
ab auro se mohabbat kya kre.
Kuch pal is saal me hai,
hum apke aur aap hamare khayaal me hai,
pahle the tanha be-parwah thi zindgi,
ab fikar lagi rahti apke pyar me hai....
Yaaro ke saath yarana sikh gye,
Thoda sur lagaya aur tarana sikh gye,
Kuch galat nahi hua tha abtak meri zindgi me,
Galat to tab hua jab dil lagana sikh gye.....
Ek hee zamaane ke 2 mash-hoor shayaro ka apna apna andaaz dekhiye doston…
Pehle Mirza Ghalib :
” Udne de in parindo ko azaad fiza mein ‘ Ghalib ‘
Jo tere apne hongey wo laut aayengey kisi roz….!!! ”
Shayar Iqbal reply to Ghalib…
” Na rakh umeed-e-wafa kisi parinde se ‘ Iqbal ‘
Jab par nikal aatey hain … to apne bhi Aashiyana bhool jate hai…!!!
Zareee Zarree Mein Usi Ka Noor Hai
Jhak Khud Mein Woh Na Tujhse Door Hai
Ishq Hai Usse To Sab Se Ishq Kar
Ishq Hai Usse
To Sab Se Ishq Kar
Is Ibadat Ka Yehi Dastoor Hai
Pani Se Pyaas Na Bujhi
Toh Maikhane Ki taraf Chal Nikla
Socha Shikayat Karun Teri Khudha Se
Par Khudha bhi Tera Ashiq Nikla…