Jab Se Ghar Woh Mere Aane Jane Lage
Ghar Ke Deewar O Dar Muskurane Lage
Ek Pal Me Woh Mujhse Khafa Ho Gaye
Jinko Paane Me Mujh Ko Zamane Lage...!!!
Pyar Me Unke Jogan Mai Aisi Bani
Log Pagal Samjh Ke Satane Lage
Tujhse Milne Ko Jo Rokte Thay Mujhe
Khud Wohi Tujhse Milne Ko Aane Lage...!!!
Lamho Ke Tinke Chun Chun Ke Hum
Ne
Mil Ke Sajaye Thay Chahat Ke Sapne
Pyar Ka Gharonda Mera Bante Bante
Dhey Gaya
Haaye Jeena Mushkil Mera Ho Gaya... (:
Hathon Me Mitti Nafrat Ankhon Me
Dil Me Lagi Hai Aag Tufaan Hai Sanso
Me
Chhodunga Usse Na Mujhe Kar Ke Jo
Barbaad Gaya
Haaye Jeena Mushkil Mera Ho Gaya... (:
Duniya Faani Tu Bhi Faani Leta Ja
Ulfat Ki Nishaani
Do Lafzon Ki Ek Kahani Ek Mohabbat
Ek Jawaani
Yaad Isse Tu Karle Ulfat Se Jholi Bhar
Lee
Duniya Hai Chaar Din Ki Jee Lee Chahe
Mar Lee.
Dariya Me Tufaan Hai Kitne Is Dilme Arman Hai Kitne
Sacche Ishq Ki Baat Juda Hai Har Aashiq Ke Sath Khuda Hai
Hume Akela Samajh Ke Hum Se Lad Gayi Duniya
Main Maati Ka Gudda Tu Sone Ki Gudiya... (:
Kehna Jo Tu Ne Mera Na Mana Piche
Padega Fir Pachtana
Dekh Le Apna Karle Thikana Yeh Hai
Mohabbat Wo Hai Zamana
Hans Lee Ya Aahen Bhar Lee Darr Na
Mohabbat Karle
Duniya Hai Chaar Din Ki Jee Lee Chahe
Mar Lee.
Duniya Kaanton Ka Ek Vann Hai Aur
Ulfat Phoolon Ka Chaman Hai
Karle Wohi Jo Dil Ki Lagan Hai Soch
Na Manzil Dil Ki Kathin Hai
Is Manzil Se Guzar Le Darr Na Mohabbat
Karle.
Ulfat Se Jholi Bhar Lee Darr Na Mohabbat
Karle.
Maine Bulaya Aur Tum Aaye Ab
Dil Chahe Kya
Aao Tumhe Palkon Me Rakh Lu
Sach Kar Lu Sapna
Aanchal Me Hai Phool Khusi Ke
Tumsa Meet Mila
Aao Tumhe Dharkan Me Rakh Lu
Ji Lu Mai Zara...)
Tum Hanse Aur Mere Dilme Roshni
Ho Gayi
Zindagi Pyar Ki Raagni Ke Sang Kho
gayi
Aao Tumhe Palkon Me Rakh Lu Sach
Kar Lu Sapna
Maine Bulaya Aur Tum Aaye Ab Dil
Chahe Kya...)