Love Shayari SMS

Added 9 years ago

Ikhtiyaar-e-Tarannum ke tabassum se roshni ko jala dena,
Mohabbat ho to nigahon se nahi hoton se bayan kar dena.
Khidmatein unki ek bar nahi sau bar kar dena,
Jab sab kuch kaam na kare aye dost,
To jaam peete hue mohabbat ko fanaa kar dena.

Like SMS - 36 - SMS Length: 244 Love Shayari SMS
whatsapp-share fb-messenger-share telegram-share twitter-share sms-share
Added 9 years ago

Kaise woh laut aaye ke fursat use nahin,
Duniya samajh rahi hai mohabbat use nahin.
Lagta hai aa chuki hai kami us ki chah mein,
Kafi dinon se mujh se shikayat use nahin.
Dil ki zameen us ki hai banjar isi liye,
Jazbon ki barishon ki jo aadat use nahin.

Like SMS - 33 - SMS Length: 258 Love Shayari SMS
whatsapp-share fb-messenger-share telegram-share twitter-share sms-share
Added 9 years ago

Unki Duaon Ka Hum Par Asar Dekhiye,
Kahan Reh Gayi Thi Ye Kasar Dekhiye.
Hum To Nazar Aayenge Har Ishq Mein,
Is Jahan Mein Aap Apni Basar Dekhiye.
Bhool Baitha Hai Shayad Woh Is Gaon Ko,
Kya Hona Hai Ab Haal-e-sahar Dekhiye.
Ek Baar Yun Hi Sahi Rakhne Ko Dil Mera,
Dar Par Mere Zara Kabhi Thahar Dekhiye.

Like SMS - 25 - SMS Length: 311 Love Shayari SMS
whatsapp-share fb-messenger-share telegram-share twitter-share sms-share
Added 9 years ago

Ya Khuda Meri Duaon Mein Itna Asar Karde,
Khushiyan Use, Dard Uska Mujhe Nazar Kar De.
Dilon Se Dooriyon Ka Ehsaas Mita De Ya Maula,
Nahin To Uske Aanchal Ko Mera Kafan Kar De.

Like SMS - 23 - SMS Length: 179 Love Shayari SMS
whatsapp-share fb-messenger-share telegram-share twitter-share sms-share
Added 9 years ago

Aashiyane ki baat karate ho,
Dil jalane ki baat karate ho,

Saari duniya ke ranj-o-gam de kar,
Muskurane ki baat karate ho.

Hum ko apni khabar nahin yaaron,
Tum zamane ki baat karate ho,

Zikrr mera suna to chidh ke kaha,
Kis diwane ki baat karate ho.

Hadasaa tha guzar gaya hoga,
Kis ke jaane ki baat karate ho.

Like SMS - 26 - SMS Length: 327 Love Shayari SMS
whatsapp-share fb-messenger-share telegram-share twitter-share sms-share
Added 9 years ago

Kuchh sitaron ki chamak nahi jaati,
Kuchh yadon ki khanak nahi jaati,
Kuchh logon se hota hai aisa rishta,
Ke door reh ke bhi un ki mehak nahi jaati.

Like SMS - 25 - SMS Length: 152 Love Shayari SMS
whatsapp-share fb-messenger-share telegram-share twitter-share sms-share
Added 9 years ago

Bhagwan ne insan ko kya se kya bana diya,
Kisi ko kavi to kisi ko katil bana diya,
Do phoolon ka wajan na utha sakti thi Mumtaz,
Sahjahan ne uske liye tajmahal bana diya.

Like SMS - 23 - SMS Length: 173 Love Shayari SMS
whatsapp-share fb-messenger-share telegram-share twitter-share sms-share
Added 9 years ago

aap mere liye ek phool ki tarah hai,
jise hum chod bhi nae skte or tod bhi nae sakte.
tod liya tomurjha jaoge or chod diya to koi aur le jayega.

Like SMS - 35 - SMS Length: 147 Love Shayari SMS
whatsapp-share fb-messenger-share telegram-share twitter-share sms-share
Added 9 years ago

Bekhudi ki zindagi ziya nhi karte.
Dusro ka jam cheen kr piya nhi karte.
Hai unko mohabbt to akar izhaar kare.
Varna hum bhi kisi ka picha kiya nhi karte.

Like SMS - 28 - SMS Length: 157 Love Shayari SMS
whatsapp-share fb-messenger-share telegram-share twitter-share sms-share
Added 9 years ago

Ek din muskurahat ne poocha mujhse,
humne roz roz kyun bulate ho,
Meine kaha mein yaad to apne dost ko karta hun,
Tum to saath me khud hi chale aate ho.

Like SMS - 28 - SMS Length: 155 Love Shayari SMS
whatsapp-share fb-messenger-share telegram-share twitter-share sms-share
« Previous 64 65 66 67 68 69 70 71 72 73 Next »
Jump to Page

SMS Language

Both SMS