Subah hote hi jab duniya abaad hoti hai
Aankh khulte hi aapki yaad hoti hai
Khushiyon ke phool ho aapke aanchal meiYe mere
honthon pe pehli fariyaad hoti hai…
Tum bin zindagi suni si lagti hai,
Har pal adhuri si lagti hai…
Ab to in saanson ko apni saanson se jodde,
Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai…
dard jitna saha jaye utna hi sehna
kisike dil ko lag jaye woh baat na kehna
milte hain hamare jaise log bahut kam
isliye hamse kabhi alvida naa kehna…
Dil Ki Hasrat Meri Zuban Pe Aane Lagi,
Tune Dekha Aur Ye Zindagi Muskurane Lagi,
Ye Ishq Ki Inteha Thi Ya Deewangi Meri,
Har Soorat Mein Soorat Teri Nazar Aane Lagi..
Barso ke baad hoti hai mulakat,
fir bhi rahti hai Dil me Dil ki baat,
Nazro se karna padta hai pyar,
Par Nazar milane ke liye bhi karna padta hai Intzar…
Mohabbat woh haseen gunah hai
jise her insaan khushi khushi karta hai,
per mohabbat mein intzaar wo saza hai
jo sirf wo hi karta hai jo sachchi mohabbat karta hai…
↓↓↓ MERA - PYAAR ↓↓↓
उससे प्यार हुआ जिसे हम कभी पा ना सके,
जिसकी बांतो को हम कभी बुला ना सके,
दिल लगाया और लगाकर तोड दिया उसने,
जिसे भुलना चाहा पर हम भुला ना सके,
अपनी कसम दे कर उसने मजबुर कर दिया,
मुझे खुश रखने के लिए खुद से ही दुर कर दिया,
हमारी चाहत को कभी उसने समझा ही नही,
और हम थे कि उनके लिए, अपनो को ही छौड
दियाँ ...!↓↓↓
Khawabon Mein Aakar Yun Muskuraya
Na karo,
Aapne Chehre Ko Hijab Se Yun Chupaya
Na Karo,
Ik Nazar Dekh Lo Ke Jeene Ki Chah Reh
Jaye,
Palkon Par Bitha Kar Yun Chilmae Giraya
Na Karo,
Kitni Hasrat Hai Is Dil Ki
Tumhe Apna Bnane Ki,
Dhadkan Ko Thama Kar Yun Dil Se Jaya
Na Karo,
Mehak Jati Hai Kaynaat Tere Aane Ki
Khabar Se,
Ek Baar Hansa Ke Yun Baar-Baar Rulaya
Na Karo,
Rukhsar Par Tere Jalwa Par Tere Jalwa
Hai Noor Ka,
Kahi Be-Parda Aaya Jaya Na Karo,
Aapke Rukhsar Par Zulfon Ko Pada Rahne
Do,
Inhe Be-VAJAH hataya Na Karo,
Mohabbat Ko Koi Mol Nahi Hai "SANAM"
Iski Tum Keemat Lagaya Na Karo !
Gulab me wo khusboo kahan
Jo tere ehsaas me hai
Suraj me wo roshni kahan
Jo tere dedar me hai
Kasam kuda ki wo baat duniya ke 7 ajuboo me kahan
Jo tere pyar me h
Mohabbat me hum mashoor kya huwe,
Har harkat humari deewangi lagne lagi.
Lafz jo nikle haal-e-dil ka bayan karne,
Zamane ko har wo baat shahyari lagne lagi.