Tumhe Paake Aisa Hume Lag Raha Hai
Ke Jaise Kasam Se Jahan Paa Liya Hai
Kami Zindagi Me Nahi Koi Bhi Ab
Tumhe Deke Rab Ne Hume De Diya Sab
Hume Ek Nayi Roshni Mil Gayi Hai
Hume Tum Mile Zindagi Mil Gayi Hai...!!
Firte Hain Galiyon Galiyon Ulfat Ke Nagme Gaate
Karte Hain Dil Ka Sauda Raste Me Aate Jaate
Ulfat Hai Inki Sasti Jhooti Hai Inki Masti
Tauba Hai Aise Insano Se Khuda Bachaye Naujawano Se.
Pehle To Ghul Mil Jaye Ankho Me Kajal Banke
Dam Bhar Me Fir Udd Jaye Awaara Badal Banke
Jab Chahe Rishta Jode Jab Chahe Milna Chode
Baaz Aaye Hum To In Diwano Se Khuda Bachaye Naujawano Se.
Sacchi Mohabbat Kya Hai Itna Na Jaane Koi
Jalne Ki Dhun Hai Sab Ko Jalna Na Jaane Koi
Roota Hai Shamma Ka Dil Ruswa Hai Rang E Mehfil
Aise Dorange Parwano Se Rang Rangeele Mastano Se
Khuda Bachaye Naujawano Se Khuda Bachaye.
Tauba Jis Raat Mere Dil Ne Dhadkana
Sikhaa
Shokhh Jazbaat Ne Sine Me Bhadkana
Sikhaa
Meri Taqadir Se Nikli Wohi Yaadgar Ki
Raat
Zndgi Bhar Nahi Bhoolegi Wo Barsaat
Ki Raat
Ek Anjaan Musafir Se Mulaqat Ki Raat...!
Dil Ne Jab Pyaar Ke Rangeen Fasaane
Chhede
Ankhon Ankhon Me Wafao Ke Taraane
Chhede
Uljhano Me Doob Gayi Aaj Wo Yaad Ki
Raat
Ek Anjaan Musafir Se Mulaqat Ki Raat
Zndgi Bhar Nahi Bhoolegi Wo Barsaat
Ki Raat...!
Aye Ajnaabi Tu Meri Baat Se Maayus
Na Ho
Behke Behke Se Khayalaat Se Maayus
Na Ho
Khatam Hogi Na Kabhi Tere Mere Sath
Ki Raat
Ek Anjaan Musafir Se Mulaqat Ki Raat
Zndgi Bhar Nahi Bhoolegi Wo Barsaat
Ki Raat...!
Kaanta Lage Nikal Jaaye Magar Na
Nikle Nazar Ka Teer
Bach Jaaye Ya Mar Jaaye Yeh Aashiq
Ki Taqadir
Yeh Dunia Jane Na Jane Hum Ek Duje
Ke Diwane
Dilme Teri Yaad Sanam Ankho Me Teri
Tasvir.
Phool Kahi Kahi Yeh Khilta Hai
Pyar Kaha Sab Ko Milta Hai
Kisi Kisi Ke Haath Me Hoti Hai Yeh
Prem Lakir
Bach Jaye Ya Mar Jaye Yeh Aashiq
Ki Taqadir
Kaanta Lage Nikal Jaaye Magar Na
Nikle Nazar Ka Teer.
Yeh Dunia Hai Bhul Bhulaiya Tham
Le Saiya Meri Bahiya
Hum Dono Fir Bichhad Na Jayen Tu
Ranjha Mai Heer
Bach Jaye Ya Mar Jaye Yeh Aashiq
Ki Taqadir
Kaanta Lage Nikal Jaaye Magar Na
Nikle Nazar Ka Teer.