कभी तितली को तरह, कभी सावन की तरह !
हमने चाहा है जिसे, टूटकर बचपन की तरह !!
मेरी गजले हसी जेवर है, वो पहने तो सही !
उसकी आवाज नज़र आयगी, दुल्हन की तरह !!
लब्ज और सुर का ये, रिश्ता भी अजब रिश्ता है !
चंद लम्हों की ये पहचान, बंधन की तरह !!
वो नज़र आये तो मैं , खुद को संवारू "!
वो हँसी साज है, मेरे लिए दर्पण की तरह !!
निकलते है तेरे आशिया के आगे से,
सोचते है की तेरा दीदार हो जायेगा,
खिड़की से तेरी सूरत न सही तेरा साया तो नजर आएगा
Na Pine Ka Shauk Tha Na Pilane Ka Shauk Tha,
Hume To Sirf Nazre Milane Ka Shauk Tha,
Par Kya Kare Yaaro Hm Nazrehi Unse Mila Baithe,
Jinhe Sirf Nazro Se Pilane Ka Shauk Tha
Dil ki bajar me daulat nahi dekhi jati,
Pyar ho jaye to surat nahi dekhi jati.
Luta do ek hi insan par sab kuchh,
Quki pasand aayi chij ki kimat nahi dekhi jati.
Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota,
Mohabbat Ka Koi Aakar Nahi Hota,
Sab Kuch Ho jata Hai Is Duniya Mein Magar
Dubara Kisi Se Saccha Pyaar Nahi Hota..
Khud Ko Is Dilme Basane Ki Izazat Dedo..
Mujie Tum Apna Banane Ki Izazat Dedo..
Tum Mere Zndgi Ka Wo Haseen Lamha Ho..
Phoolo Se Khud Ko Sajane Ki Izazat Dedo..
Dil Hona Chahiye Jigar Hona Chahiye..
Ashiqi Ke Liye Ek Hunar Hona Chahiye..
Nazar Se Nazar Milne Par Ishq Nahi
Hota..
Nazar Ke Us Paar Bhi Ek Asar Hona
Chahiye
Kisi Ke Dilme Basna Bura To Nahi..
Kisi Ko Dilme Basaana Khata To Nahi..
Hai Ye Zamaane Ke Nazar Me Bura To Kya Hua..
Zamaane Waale Bhi Insaan Hain Khuda Nahi..!
Aye Kalam Zara Ruk Ruk K Chal.
Kya Gazab Ka Mukaam Aaya Hain.
Thodi Der Thehar Ja Use Dard Na Ho,
Teri Nok Ke Niche Mere Pyaar Ka Naam Aaya Hain.
Aapke Pyar Me Hum Mashoor Ho Gaye..
Aapse Kareeb Hokar Auro Se Dur Ho Gaye..
Hum To Ek Kaanch Ka Tukdra Thay..
Tere Pyar Ke Noor Se Kohinoor Ho Gaye..!