Likha hai khat tumhe
Kuch galat mat samajhna
Saali huN tumhari
Gharwali mat samajhna...
Na Need Aaye Raaton Ko
Na Chaen Aaye Din Bhar
Khuda Se Puchha Maine..
Kya Ye Pyar Ka Bukhaar Hai?
Khuda Ne Jawaab Diya..
Arre Nahi Garmi Mei Sabka Hi Aesa Haal Hai…
Ladki: Chandni chand se hoti hai, sitaron se nahi
Mohabaat ek se hoti hai, hazaron se nahi
Ladka: Chandni chand se hogi to sitaron ka kya hoga
Mohabbat ek se hogi to hazaron ka kya hoga..
आप मन ही मन उन्हें चाहते रह गए;
उन्हें पटाने का प्लॉन बनाते रह गए;
पटाकर कोई और ले गया उनको;
.
.
.
.
.
.
.
और आप उनकी शादी के टैंट से कुत्ते भगाते रह गए।
Haathi Ne Kaha Jaa Kar Hathni Ki Kabar Par,,
Wah Wah !
Haathi Ne Kaha Jaa Kar Haathni Ki Kabar Par,,
Mujhe Naaz Tha Teri Patli Kamar Par ..:-P
Tera aik haath uthane se mera dum nikal jata hai
Ae Zalim
Ae Qatil
Ae Dost
Aik body spray lagane me tera kiya jata hai??
Kabhi Tum Ghor Se Dekho Aaina wah wah
Kabhi Tum Ghor Se Dekho Aaina.
Khud hi Hans Kar kaho gy,
MADE IN CHINA .
Hahahahahahahaha..:p:p
Arz kiya hai…..
.
Khidki se dekha to sadak par koi nahi tha,
.
wah wah..!! wah wah..!!!
.
gaur farmaiyega…..
.
Khidki se dekha to sadak par koi nahi tha…
.
.
..
Sadak par jake dekha to khidki pe koi nahi tha
1 din Khuda ne mujhse kaha:
"Mat kar intezar is janam mein uska, Milna mushkil hai.
Maine bhi keh diya:
"Lene de maza intezar ka, agle janam mein to mumkin hai..
Phir Khuda ne kaha:
"Mat kar itna pyar bahut pachhtayega..
Muskura ke maine kaha:
"Dekhte hain tu kitna mujhe tadpayega...:))
Phir Khuda ne kaha:
"Bhool ja use, Chal tujhe jannat ki apsra se milata hu.
Maine kaha:
"Aa neeche dekh mere pyar ka muskurata chehra, tujhe jannat ki apsra bhulvata hu..
Gusse mein Khuda ne kaha:
"Mat bhool apni aukaat tu to ek insaan hai;
Has kar Maine kaha:
"To mila de mujhe mere pyar se aur Saabit kar ki tu hi Bhagwan hai.."
Phir Khuda ne gusse mein usse meri SHAADI hi kara di ...
Saara Bhoot utar gaya ...
Saari Shayari hi bhula di..
Roz Logo Se Aapke Pange Honge..
Roz Aapke Ghar Me Dange Honge..
Agar Mujhe Sms Nahi Kiya To Yaad Rakhna Dost..
Aapke 12 Bacche Honge Aur Saare Lafenge Honge..!