Gandhiji ne kyu kaha
Angrejo ko
'Chale Jao'!
.
Gandhiji ne kyu kaha
Angrejo ko 'Chale Jao..!
.
MELODY Khao Khud Jaan Jao.
Arz kiya hai....
Humse Kya Khata Hui Ki Mail Aana
Bund Hai?
Humse Kya Khata Hui Ki Mail Aana
Bund Hai?
Aap hi humse naraz hain ya
Outlook bund Hai !!!
Apne ishq ka usne is tarah izhaar
kiya
........ (zara tawajjoh se padhiye..)
Apne ishq ka usne is tarah izhaar
kiya.
Pehle fax kiya phir e-mail kiya
phir chat kiya !!!
Rehne ki yaha sabki aukat nai hoti
2-3 peg (daru) k bina yaha raat nai hoti
Ye MUMBAI hai mere
Dosto
Ishq Or daru k bina yaha baat nahi hoti.
Dekho kitna zalim hai ye zamana jo hume tumse milne se rokta hai,
jabbhi koshish karte hai tumse milne ki yahi keheh kar tokta hai,
ki mat jao us kutte ke pas wo to sabko dekh kar bhonkta hai.....
Sumunder ki gaharai ki bhi had hoti hai,
Aasma ki unchai ki bhi had hoti hai,
Ek sms to kar de yaar Kanjusi ki bhi had hoti hai.
Ek Waqt guzar jayega
Shadi kr k koi tumse bandh diya jayega
Abhi Bhi Waqt he Afair Kar Lo
Kya pata kal Kis Namune Ko Tumhe Saupa Jayega.
Lal diwar par chune se likha tha ghalib ne
lal diwar par chune se likha tha ghalib ne
yahan likhna mana hai.
ek aashiq ka dard wahi samajh pata hai
ek aashiq ka dard wahi samajh pata hai
jo na na karte huye bhi use apni behan banata hai.
Sachchi Hai DoSti Azma Ke Dekhlo
Kar Ke Yakin MujhPe Kuch Farma Ke Dekhlo
Badalta Nahi Sona Apna Rang Kabi
Chahe Jitni Marzi Aag Me Jala Ke Deklo.