kat te nahi ab din aur raate hamari
dosti aapki hume hai jaan se bhi pyari
beech ke faasle nahi dekhe jaate dosti me
kyuki dosto ko bhulane ki fitrat nahi hai hamari.
HO JUDA KHUD SE KOI MERE KAREEB AAYA HAI
BAN NE KO HAMSAFAR MERA RAQEEB AAYA HAI
DIL AAYA HAI UNPE, THI NAFRAT JINSE KABHI
FIZAAON MEIN MAUSAM KAISA AJEEB AAYA HAI.
Dost bhi ajeeb hote hain
Pyar se jyada kareeb hote hain
Hum nahi reh sakte dosto ke bina
kyunki unhi ke saath hamare naseeb hote hain.
Jeet Ki Zarorat Mehfil Me Hoti Hai"
Pyar Ki Zarorat Dil Me Hoti Hai"
Bina Dost K Adhuri Hai Zindagi"
Kyun K Dost Ki Zarorat Pal Pal Me Hoti Hai.
Samandar Me Ghar Hua Nahi Karte,
Dosto Se Bichar Kar Hum
Jiya Nahi Karte.
*.*
Ji Bhar K Nibha Lo
Dosti Humse,
Kyun K Hum Jese Log
Ziada Jiya Nahi Karte.
Chamak sachche motiyon ki kabhi kam nahi hoti
Nakli to kuchh pal ki chamak de jate hai
Beech tufan ke manzar me chhod dete hai dhongi
Par sachche dost sahil tak sath nibhate hai.
Dost ek saahil hai tufaano ke liye
Dost ek aaina hai armaano ke liye
Dost ek mehfil hai anjaano ke liye
Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye.
Aye dost teri yaad bahaut aati hai
Tanhai mein mujhe bahaut sataati hai
Kis se kahoon apne dil ki baat main
Ye hawa bhi kab tak saath nibhati hai
Ye baarish ki boondein, ye matti ki khushbu
Mujhe tanha dekh kar mera mazaak udaati hain
Mujhe tum se hai mohabbat itni
Tanhai mein tumhari awaaz aati hai
Deta hai sadaa koi mujhe door se
Lagta hai mujhe meri dosti bulati hai.
Zindagi mein hamesha naye dost milenge
kahi zyada to kahin kum milenge
Aitbaar zara soch kar karna
mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.
Na kar yaki tu mere akhatiyar me aakar
har chehra hasi hota sitamgar se pehle
Gairo se sitam mile apno se zakham
na gairo ke ho sake aur na apno ke ham
Duniya ki jhoothi raho par kya jeena hai
is bharm se thoda-2 sach se marna hai.