Ae khuda apne chaand pe itna guroor mat kar,
Ek chaand sa dost ham bhi rakhate hai,
Jab taarif hoti hai tere chaand ki,
Log misaal mere yaar ki dete hai!
Koi Dost tujh jaisa Banaya Jaye!
Jiske Asuon Ko Palko Me Chupaya Jaye!
Rahe tera Mera Rishta Kuch Aisa Ki
Agar tu Rahe UDAS To Humse Bhi Na MUSKARAYA jay.
Uljhan agar koe a jaye to humse na chupana,
agar sath na de juban to aakhon se jatana,
har kadam par sath hai hum apke,
dost bnaya hai to zarur azamana.
Dard Kafi Hai Bekhudi ke liye,
Maut Zaruri Hai Zindagi Ke Liye,
Koun Marata Hai Yahan Kisike Liye,
Par Hum To Zinda Hai Bas Apaki DOSTI Ke Liye.
EK ALAG PEHCHAN BANANE KI AADAT HAI
ZAKHM HO JITNA GEHRA MUJHE UTNA MUSKURANE KI AADAT HAI
HUM SAB KUCHH BHULA DETE HAIN DOSTI ME
KYUNKI HUME DOSTI NIBHANE KI AADAT HAI.
Na mile kisi ka saath to hamen yaad karna.
Tanhayi ho tou mehsus hamen karna.
Khushiyan baatne ko aap hajar dost rakhna.
Par gam vaatne ko hamen yaad rakhna.
Jaane kyon itna yaad aate ho aap,
jaane kyon dil ko itna luvate ho aap,
Aapsa pyaara dost na milega kahin,
kya issi liye itna Bhaav khaate ho aap!
Lamha Lamha aapke hothon par muskan rahe
har gam se aap aanjaan rahe
jiske saath se mehak uthe aapki zindagi
hamesha aap ke paas wohi insaan rahe.
DOSTI SHABD NAHI JO KAHA JAYE
JISM NAHI JO FANAA HO JAYE
SAFAR NAHI JO MUKAAM PAYE
YE WO EHSHAS HAI JISKE LIYE
AGAR JIYA JAYE TO
ZINDAGI KAM PAD JAYE.
DUNIYA MEIN BAHUT GAM MILEGE,
SACH MANNO ACCHE DOST BAHUT KAM MILEGE,
JIS MOD PE SAB CHOD DEGE SAATH TUMARA,
DOST USI MOD PE KHADE HUM MILEGE.