Tum Chale Jaoge To Koi Khusi Na Rahegi..
Zinda To Rahenge Par Zndgi Na Rahegi..
Kya Kahe Kya Guzri Dil Par
Aye Dost..
Tere Bin Chiraago Me Roshni Na Rahegi..!
Kaanto Me Rehkar Bhi Hum Zndgi Ji Lete Hain..
Har Zakhm Ko Apne Haatho Se Si Lete Hain..
Jis Haath Ko Keh Diya Dost Ka Haath..
Hum Us Haath Se Zeher Bhi Pi Lete Hain..!
Zndgi Udaas Hone Ka Naam Nahi..
Dosti Sirf Paas Hone Ka Naam Nahi..
Agar
Tum Door Rehkar Hume Yaad Karo
Is Se Bada Mere Liye Koi Inaam Nahi.!
Kati Patang Ki Tarah Khoo Jaate Hain Kuch Dost..
Yaad Rehkar Bhi Bhool Jaate Hain Kuch Dost..
Jeene Ke Sahaare Aur Bhi Hai..
Par
Na Jaane Kyu Zarurat Ban Jaate Hain Kuch Dost..!
Ek Ajeeb Si Uljhaan Har Dam Rehti Hai..
Aap Paas Nahi Ho To Aapki Yaad Rehti Hai..
Bechaain Hokar Dil Mobile Ko Dekhta Hai..
Aye Dost
In Ankho Me Aapke Sms Aane Ki Ummid Rehti Hai..!
Dekhte Hain Aaj Hum Us Raah Ki Veeraaniyan..
Dosto Ke Sang Kaati Jaha Humne Zindagaaniyan..
Guzar Gaya Wo Daur Bichaad Gaye Sab Dost..
Saath Reh Gaye Un Lamho Ki Kahaaniyan..!
Aap Udaas Ho To Meri Hansi Maang Lena..
Koi Gam Ho To Meri Khusi Maang Lena..
Aye Dost..
Khuda Aapko 100 Saal Ki Zndgi De..
Kam Padhe To Meri Zndgi Maang Lena..!
Tu"KHWAB Nahi Mera Jo FARIYAD Karu Tu YAAR"Nahi Mera Jo INTAZAR Karu,
Tu To"Meri DUA Hai Mere DOST,
JiS"Par Mai AAKHRI-SAANS Tak AITBAR_Karu.
kisi khas ko nazarandaz kiya nhi jta.
Jine bhul nhi sakte une yad kiya nhi jata.
Ye yade to amanat he un lamho ki,
jin lamho ko 2bara jiya nhi jata.
Dost saath ho to rone me bhi shaan he.
Dost na ho to mehfill bhi shamshan hai.
Sara khel in dosto ka hi he varna.
Janaza aur baarat sale dono hi ek samaan he.