Palke To Ankho Ki Hifajt Hoti Hai..
Dhadkan To Dil Ki Amant Hoti Hai..
Ye Dosti Ka Rista Bhi Hai Kabhi Chaht To Kabhi Sikayt Hoti Hai..
Agar Hum Aansu Hote To Aapki Aankho Se Girkar Marna Pasand Karte.
Aur Ager Aap Meri Aankho Ke Aansu Hote.
To Wada Hai Dost Hum Zindagi Bhar Nhi Rote.
Chand Se Jab Mulakat Hoti H.
Apke Bare Me Unse Kuch Baat Hoti H.
Wo Kahte Hai Mere Pas Khubsurat Sitara Hai.
Kahte Hai Usse Bhi Dil Kash Dost Hamara Hai.
Aaj Khushiyo Ki Koi Badhai Dega.
Nikla Hai Chand To Dikhai Dega.
Ae Dost Dosti Ki Hai Humne Apse.
Apka Ek Aansu Bhi Gira To Sunai Dega.
Kuch Ehsason Ke Saye Dil Ko Chu Jate Hain,
Kuch Manzar Dil Mein Utar Jate Hain,
Bejan Gulshan Mein Bhi Phool Khil Jate Hain,
Jab Zindagi Mein Aap Jaise Dost Mil Jate Hain.
Bas Ek Baat Se Dar Lagta Hai Doston;
Hum Ajnabi Na Ban Jaein Doston;
Zindagi Ke Rangon Mein Dosti Ka
Rang Feeka Na Pad Jaye;
Kahin Aisa Na Ho Doosre Rishton Ki
Bheed Mein Dosti Dum Tod Jaye!
Wada Karte Hain Dosti Nibhayenge;
Koshish Yahi Rahegi Tujhe Na Satyaenge;
Zarurat Pade Toh Dil Se Pukarana;
Mar Bhi Rahe Honge To Mohlat Lekar Aayenge!
Zindagi Ke Safar Mein Kabhi Aap Hume Bhula Denge,
Per Hume Aap Ko Har Waqt Yaad Ayenge.
Teri Dosti Ki Kasam Ae Dost,
Tu Awaz De To Kabar Se Bhi Uthkar Chale Ayenge.
Aap To Manzil Ko Mushkil Samajte He
Hum Aap Ko Manzil Samajte He
Bada Fark He Apke Or Hamare Nazariye Me
Aap Hume Sapna Or Hum Aap Ko Apna Samajte Hai
Khusbu Ki Tarah Fizao Me Rehna,
Khushia Bankar Hawao Me Behna,
Dosti Hoti Hai Rishto Ka Anmol Gehna
Isliye Dost Ko Kabhi Alvida Na Kehna...