Tumhari Dosti Aur Wafa Hi Kafi Hai.
Tammam Umar Ye Aasra Hi Kafi Hai.
Jaha Milo Milke Muskura Dena Jine Ke Liye Ek Aasra Hi Kafi Hai.
Hotho Pe Ulfat Ke Fasane Nhi Aate.
Jo Beet Gaye Fir Wo Zamane Nhi Aate.
Dost Hi Hote Hai Dosto Ke Hamdard.
Koi Fariste Yahan Sath Nibhane Nhi Aatie.
Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hai Hum.
Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante Hain Hum.
Aap Jaise Dosto Ke Hi Sahare.
Aaj Bhi Has Kar Jeena Jante Hai Hum..
Mausam Chahe Badalte Rahe
Pr Yaado Ke Phool Jarur Khilenge.
Waqt Badlenge Riste Badlenge
Pr Hum Aapke Dost The Aur Hamesha Rahenge..
Yaadon Mein Aane Waale Tera Shukriya,
Dil Ko Bahelane Waale Tera Shukriya,
Kyun Karta Hai Aaj Ke Zamane Mein Kisise Dosti Itni,
Hame Dost Kahne Vaale Tera Shukriya
Umeed Ke Kashti Ko Koi Dubaa Nhi Sakta,
Roshni Ke Diye Ko Koi Bujha Nhi Sakta,
Dosti To TajMahal Ke Tarha Hai,
Jise Koi Dubarra Bana Nhi Sakta..!
Uski Yaado Me Beeti Har Raat Alag Hai.
Uske Sath Hui Har Mulaqat Alag Hai.
Har Saks Meri Zindagi Chu Kr Gya.
Mager Mere Us Dost Ki Har Baat Alag H.
Fursat Kise Hai Jakhamo Pe Marham Lagane Ki..
Nigahe Badal Gyi Apne Our Begane Ki..
Tum Na Chhodna Dosti Ka Hath Kabhi..
Warna Tammna Na Rahegi Naye Dost Banane Ki...
GOD NE ISHQ KA RISHTA BANA DIYA.
KISI KO DUSMAN KISI KO QATIL BANA DIYA.
DUB NA JAYE KOI ISHQ ME ISI LIYE AAP JAISE DOSTO KO SAHIL BANA DIYA.
Kash Sach Ye Sapna Ho Jaye...
Dil Jan Se Pyara Dost Apna Ho Jaye...
Khuda Kare Hamari Dosti Salamat Rahe...
Warna Dosti Lafz Hi Duniya Se Fana Ho Jaye...