Pal Do Pal Ki Sanse Hain,
Unn Ankho Ki Chamak Ke Pyase Hain,
Aa Jao Kahi Se Bhi Dost Mere,
Thori Si Jhalak Ke Pyase Hain.
Yadon Ke Sahare Duniya Nahi Chalti
Bina Kisi Sayar Ke Mehfil Nahi Banti
Ek Bar Pukaro To Ae Doston
QKi Doston Ke Bina Ye Dhadkne nahi chalti
Zindgi Aisi Hai Jitni Jiyo Utni Kam Hai
Gum Ek Aisi Cheez Hai Jisme Jitna Doobo Utna kam Hai
Par Dosti Ek Aisa Rishta Hai Jitna Samjo Utna Kam hai.
Kafi Waqt Laga Hame Aap Tak Ane Me
Kafi Fariyad Ki Khuda Se Aap Ko Pane Me
Yu Hmse Door Mat Jana
Hamne To Umar Lga di aap Jaisa DOST Pane Me
Riste Wo Nahi Jisme Roj Baat Ho!
Riste Wo Bhi Nahi Jisme Har Roz Saath Ho!
Riste Wo Bhi Hai Jisme Kitni Bhi Duriyaa Ho!
Lekin Hamesha Aap Ki Yaad Ho...
Dost Ko Dost ka Ishara yad Reheta he
Hr Dost Ko Apna Dostana Yad Reheta he
Kuch pal Sachhe dost k Sath to Gujaro Wo Afsana Maut tak YaaD Reheta he
Hum Gussa Un Par Hote Hain
Jin Pe Humein Yaqeen Hota Hai
Ke Wo Hamein Mana Lenge
Aur Hum Manaate Use Hain
Jise Hum Kabhi Khona Nahi Chahte
Wada kero per nibhana sikho
Chahat dil mein rakho per jitna sikho
You hi kisi ko intizar na karvao
Koi ager pyar se sms kare to jawab dena sikho.
"Bhulte nhi apko kbhi ye kaise batayenge"
"Apki ahmiyat kya he kaise smjhayege"
"AASMA se uncha he rishta apna.
Chote se sms me kaise likh payege".
Sapne tuut jate hai, apne ruuth jate hai,
Zindgi me kaise kaise mod aate hai,
magar jab bhi saath ho aap jaise Dosto ka.....
to raaho ke kaante bhi phuul ban jate hai.....!