Aasman Se Utari Hai, Taaron Se Sajai Hain
Chaand Ki Chaandni Se Nehlayi Hain,
Ae Dost, Sambhal Ke Rakhna Ye Dosti,
Yhi To Hmari Zindagi Bhar Ki Kamayi Hai.
Har Tarah Ke Sikhwo Ko Seh Lete Hai
Zindagi Ko Yu Hi Jee Lete He
Mila Lete Hain Jinse Haath Dosti Ka
Un Haatho Se Fir Zehar Bhi Pee Lete Hai.
Apki Dosti Ko Ahsaan Mante Hai,
Ise Nibhana Apna Iman Mante Hai,
Lekin Ham Vo Nahi Jo Dosti Me Apni Jaan De Denge,
Kyunki Dosto Ko Hi To Ham Apni Jaan Mante Hai:-
Zikar Hua Jab Khuda Ki Rehmaton Ka;
Humne Khud Ko Khushnaseeb Paya;
Tamanna Thi Ek Pyaare Se Dost Ki;
Khuda Khud Dost Bankar Chala Aaya!
हर तरफ कोई कीनारा न होगा,
गैरों का क्या अपनों का भी सहारा न होगा,
कर लो आजमाइश तुम सारी दुनियाँ की,
मेरे जैसा कोई और दोस्त तुम्हारा न होगा..
तेरी दोस्ती की आदत सी पड़ गयी है मुझे,
कुछ देर तेरे साथ चलना बाकी है।
शमसान मैं जलता छोड़ कर मत जाना,
वरना रूह कहेगी कि रुक जा,
अभी तेरे यार का दिल जलना बाकी है।
Aapse milne par har baat hoti hai
Sapno mein jab aapse mulakat hoti hai
Chamakta sitara ho aap hamari dosti ka
Tabhi to chamakti har raat hoti hai.
Din Huwa Hai To Raat Bhi Hogi,
Ho Mat Udas Kabhi To Baat Bhi Hogi,
Itne Pyar Se Dosti Ki Hai Khuda Ki Kasam,
Zindgi Rahi To Mulaqat Bhi Hogi.
Mohabbat Ko Majburi Ka Naam Mat Dena,
Haqiqat ko Haadso Ka Naam Mat Dena,
Agar DIL Me Ho Kisi Ke Liye PYAR,
To Use Kabhi DOSTI ka Naam Mat Dena.
Aapki Dosti Ko Ek Nazar Chahiye,
Dil He Beghar Use Ek Ghar Chahiye,
Bas Yuhin Saath Chalte Raho E Dost,
Yeh Dosti Humein Umar Bhar Chahiye.